idiacator vs news

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    idiacator vs news
    AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum me apko aj is thread me batana chahta hun k forex indicator ar news ko kuch log ek e chaez smjhty hn jb k ye dono different chezen hn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother news fundamental anylisis Hy aor indicater technical anylisis Hy in dono men zamen asman ka Fark Hy in dono ko oeatn karna chaie aor dono ko anylisis ko yse Kar ke entry point finde karna chaie tb trade men inter hona chaie aor is tarah apko loss Kam hoga aor profit ziada
    • #3 Collapse

      g brother technical analysis ko indicator kehty han or fundamental analysis ko news kehty han. boht sy new traders en terms ko nai janty or jb wo ye terms sunty han to upset ho jaty han. esi information share krna new traders k leay faida mand ha.
      • #4 Collapse

        g nahi dear news or indicators signals same nahi ho sakty hey, market news se trading idea lena fundamental analyzing hoti hay, or indicators signals ko jab app follow karo gey to ye technically analyzing hota hay.
        • #5 Collapse

          Bhai i think ya same he hain q k both hum ko aik trha ki indication show kr rhy hoty hain market ki aur rhi different ki to i think its same both are used for indication
          • #6 Collapse

            agar hum differnet kisam kay indicators ko use karty hwuay trading karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay es business main humay khoob mehnat karni chahiey kyun keh mehnat kar kay trading karnay main he faida hota hay tab he hum safe earning kar sakty hay esmain
            • #7 Collapse

              forex trading main agar hum differnet kisam kay indicators ko use karty huway trading karen gay to he humai trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay money management karty huway kam karnay main he faid ahota hay tab he hum esmains afe erh sakty hay es business main mehnat karni chahiey
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: malikzaidsajid پيغام ديکھيے
                AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum me apko aj is thread me batana chahta hun k forex indicator ar news ko kuch log ek e chaez smjhty hn jb k ye dono different chezen hn.
                Salam bhai
                Mere Khayal Se aap bilkul theek fomra Rahe hi ke kuch traders news aur indicators kosen samajhte Hain but in mein bahut jyada difference hota hai indicators means ki market ka next level konsa Hoga uptodown and news Ke Aane Se market Mein Kafi Halchal hoti hai

                اب آن لائن

                Working...
                X