money management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    money managmnet aik bhot hi achi hikmat e amli hai har business main money managnmnt aik behtreen role ada krti hai forex trading main bhi money managmnt bhot important hai is se loss aur profit k ratio ka pta chal jata hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      gee haan bhia money management kr ke kam krna lazme hota he aur jb ham es ko manage krna smjh jate hein to trading mein bhtre ate he aur trading mein safe kam kr skte hin trading mein money management important hota he es se ham apna account balance mein izafa kr skte hien
      • #93 Collapse

        money management se ap kamate bhi rehte hain or sath sath amount grow bhi karta rehta hai ap ka is lye proper money management ke sath he chalne se forex ke business me der tak aap chal sakte hain or kamyabi ke sath kamate reh sakte hain is me warna zara si track se out hone per losses hona shuru ho jate hain or account maintain bhi nahi reh pata .
        • #94 Collapse

          forex trading mein apko chahiye ke ap is mien hamesha proper money management ke sath hi trading karen kiunke is mien agar ap big lot se trding karenge to apko is mien phir big los hoga.
          • #95 Collapse

            yes dear in forex trading main money management ka paata hona bht zarori hy because isi term pay ap pysy ko bacha bhi sakty hyn r gawan bhi sakty hyn
            • #96 Collapse

              Agar aap forex main successful hona chahtey hain to money management aur risk management key concept ko zaroor samjhain. Money management main aap yeh seekhtey hain keh equity ko kaisy use krna hy aur kitney volum ki trades lagani hain. Kis pair main kam karna hy aur long term trading krni hy ya short term trading.
              • #97 Collapse

                Forex aik risky business hy aur is main risk ko manage krney key leye money management key concept ko samjhna buhat zarori hy takeh aap apni equity ko saheeh tarah use kr sakain. Sometimes equity kam hoti hy aur lots big laga di jati hain, jis ki waja sey sara balance zaya ho jata hy. Money management aap ko equit ka use sikhati hain.
                • #98 Collapse

                  Money management nohot important ha, agar money ko properly manage kar kay trading karain gy to is kay bohot positive impacts hongy, ap baghair stress kay trading kar sakain gy and acha profit gain kar sakain gy.
                  • #99 Collapse

                    deyar jnab aslami alokum mere bahi hum ko ibsta forex treding biznees min humin apnj mo.y ke sath yaghun par is biznees min hum ko aoni mony ke sath bhi manig mint karna hota hy
                    • #100 Collapse

                      jab hum money ko manage kar kay kam karty hain to humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain hard work kar kay trade main planing kar kay kam karnay main achi earning hasil ho gi
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #101 Collapse

                        forex trading mein apko chahiye ke ap is business mien proper money management ke sath is mien trading karen aur ap kabhi bhi panic nahi hon warna apko loss bhi hoskata hai.
                        • #102 Collapse

                          Money management ka concept zaroor study krain takeh aap ko equity ka saheeh tareeqa samjh main aa jaye aur aap usi hisab sey lots ka size rakh sakain. Learning process main money management aur risk management buhat important hotey hain aur yeh aap ko trading ko perfect bananey main helpful hotey hain.
                          • #103 Collapse

                            money ko manage kar kay humain achy say kam karna ho jis say humain achi earnin hasil ho sakti hay magr huamin demo ko use kar kay practicec say kam karna ho ga ta kay loss km ho
                            • #104 Collapse

                              money managment bhot zorori hai . agr aap money managment nhi kryn gy to aap ka capital week hota rhy ga. apny capital ko safe rkhny aur grow krny ky lye money mangment and stop loss ka istamal bhot zurori hai.
                              "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Forex trading main money management bahut lazmi hy aur apko chahiy k forex trading main trading k doran ap ko chahiy k ap apni money management karty raho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X