RSI aur MACD dono ko aik sath use krnay say kitna faida hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI aur MACD dono ko aik sath use krnay say kitna faida hota ha?
    Mera senior members say sawal ha k RSI indicator aur MACD indicator ko agr hum aik sath use krain to kia hmain buy ya sell ka exact signal mil jaye ga?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    No dear agar ham macd aur rsi dono ko bhi apne chart pr use kren tab bhi hamen complete signal ni mill sakta hai han ye zarur hai k agar ham market ko analys kr chukke hon aur wo indicators k sath motabqat rakhti ho tab hi hamen kissi trade ko open krna chahiye.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Salam
      Bhai jan agar him rsi aur macd 2no ko apny chart par karien to is sy error aa jata yani k woh sae sy chal ni pati is liye hamain kabhi bhi aisa risk ni laina chahye q k is sy loss k bohat ziada chances hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        agar hum lalach karen gay forex trading main to es chakar main hum earning nahi kar sakty so humay chahiye keh market main mehant karen aur differnet kisam kay indicators ko use karty huway he kam karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay jab achi entrey point ho gi

        اب آن لائن

        Working...
        X