forex trading indicators k bary men logon k khialaat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading indicators k bary men logon k khialaat
    jab koe b new trader forex trading k indicators k bary men janta hae to wo ye samajta hae k bss mujy to kamyabi ki kunji mil gaie ab jaisy jaisy indicator signal deyta jae ga to main waisy hi oder lagata jaun ga aur profit hi profit ata jaey ga jab k aisa bilkul b ni hae aur indicators sirf ishara k taur py hoty hain baqi apny khud analysis karny hoty hain aur indicators k peechhy ik mathematical formula hota hae jo ik maqam py ja k fail ho jata hae.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear aap ne kafi explain k sth indicators k bare men bataya hai aap ne baja farmaya hai k jab koi new trader aata hai to wo compeletly indicator pr believe krta hai jiski wJa se wo apna kafi sara losa kr jata hai indicators just hamen indicate krte hain hamen market ko technically tareqa se analys krna hota hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Apki baat darust hae k indicator's py poora depend ni karna chaeay balky indicators ko as ishara k use karna chaeay aur aap khud price action ko juge karren aur apny analysis ko mazboot banain.kabhi b mukammal taur py indicators k signal py trade na karren q k ye ik hi feeded data k oopar chal rahy hoty hae aur ussi data ki bunniad py signal dy rahy hoty hain baqi agr inka results itna acha hota to inko banany wala itny sasty sale na karta.
      • #4 Collapse

        assalamu alaikum bhai jahan tak indicators ka Sawal hai Mere Khayal Mein indicators kabhi kabhi galatinformation be from kar dete Hainaur kabhi kabhi in ki information bilkul sahi hoti hai this se trader ko Kafi mat milti hai isliye indicators Coco se observe karna chahiye for senior analysis reportsPardeep Dhyan Dena chahiye
         
        • #5 Collapse

          G dear bilkul asa e hy ap indicators ko ishara k tor pr istmal kr skty hn, indicators line sabka market movement ko show kr rhi hoti hy
          • #6 Collapse

            Very well brother! Ap ny bahot hi achhy andaz me a ndicators k mota'alliq bataya he, men khud zati taor pe indicators k istemal k khilaf hoon,traders ko bajay khud pe aitemad rakhna chahiy na k indicators pe,jitna achha hm khud analysis kr saktyvhen utna aik indicator kbhi nai kr sakta,khud workout kr k aor forum ko study kr k trading krna bahot behtr he, in short ' apni zaat k ilawa kisi pe aitemad nai krna chahiy'
            • #7 Collapse

              dear brother new traders k leay achi information ha. bilkul theak kha ap ny boht sy log esy he samjhty han k indicator ko follow kr k wo acha profit kma sakty han. lekin haqiqat me esa bilkul nai hota. proper analysis krna boht zarori ha
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                agar hum market main different kisam kay indicators ko use karty hwuay trading karen gay to hum market main sahi entry point lay sakty hay aur es trha hum market main achi earning bhi kar sakty hay es business main humay khoob focus karna chahiey tab he safe earning kar sakty hay esmain

                اب آن لائن

                Working...
                X