Forex main hum kitnay type k analysis kerty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main hum kitnay type k analysis kerty hain?
    Dear members aik to hum forex main normal analysis kerty hain jo k technical chart k oper hoty hain jes main hum mt4 k indicators bhe use kerty hain second hum fundamental kerty hain ya humean hoey sites ya channel say miltay hain but main nay aik third bhe sunay hain Sentimental analysis hoty hain koi khas idea nahe hy kisi member ko knowledge hy to please share ker day mery opinion main retail traders ki selling ya buying ko sentimemtal analysis khety hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dera sentiment anylisis in dono ka nachor first ye dono anylisis karna party hen fundamental anylisis technical anylisis aor is men Jo entry point milta Hy wo sentiment anylisis ki waja see milta professional trader hamesha sentiment anylisis karty hen aor mere sirf itna kehna chaon ga ke hamesha sentiment anylisis ka istemal is ko sekho jab AP sentiment anylisis karna sekh gay to AP ark ache trader ban jao ge aor AP acha profit earn Kar sakty hen
    • #3 Collapse

      Aam tour py achy or professional trader jo analysis use karty hyn wo ye hn kuch technical analysis use karty hyn oar kuch fundamental analysis is ky elawa sentiment bhi hota hy jo senti ho jaty hyn agay aap py depend karta hy ky aap ko kounsa analysis acha lgta hy oar aap kounsa analysis use karty hyn......
      • #4 Collapse

        Forex main aam tor per do hi tarh ke analysis istamal key jate hein aik tachnical aur dosara fundamental analysis hota hai jis main se trade lgany se pehle donon ka karna lazmi hota hai jis ki wjh se trade main mosbit tabdeli ati hai is ley kbi bhi in ke key baghir koi bhi trade open nai karni chaye warna result bahat hi bure baramad hoty hein
        • #5 Collapse

          Dear brothera forex m jo main analysia use kiye jaty hen wo 2 he hen jinko use kr k hr professional trader apni stretgy bnata ha.aik to ha technical analysis aur second ha fundamental analysia.agr apky fundamental analysis accurate hen to ap bht achi earning kren ge keun k baaz auqat indicators bhi ghlt direction de rhy hoty hen.
          • #6 Collapse

            market ki move ko is tara say monitor krna hai jis main say kuch analysis hain jin say trading mai kafi zada madad milti hai ye 2 tara kay hain ik ko technical analysis kehty hain ik ko fundamental analysis or in mian say technical analysis meri nazar main kafi zada humy teek say order ko limit kahan tak hai is long term ki trade ki idea daita hai laikin is main margin ko khud say set krna hota hai humy
            • #7 Collapse

              dears agar ap market k hawale se dekhain to kafi sare analysis movement kar rhe hote hain. jin se trading main kafi ziada maddad milti hai. ye 2 tarhan k hain ik ko trchnical analysis kehty hain ik ko fundamental analysis or in main se technical analysis meri nazar main kafi ziada humain thek se order ko limit kahan tak hai is long term ki trade ki idea daita hai.
              • #8 Collapse

                slaam to all memebrs.. g bhi boht achi ur kaam ki baat batie ha mah ya tamam analize reports instaforex ki website sa leta hon jo ka boht zyida accorate hota ha mah sirf cruncey pair par kaam krta hon jis ka lyia muga technical chart sa kafi achi madad milti ha ur sath mah kush indicators bhi use krta hun.. fundamental reports bhi study krta hon is sab ka combination sa perfect trading mumkin ha..
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  agar hum forex trading main analysis karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karty huway kam karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay es business main lalach nahi karna chahiey lalach main loss he hota hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X