forex mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    You have to develop yourself and develop your trading abilities then it change into error less then trade accoroding to the investment and do little trades
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      mery khayal mein humy forex trading ke business ko start karny se pehly es ke bary mein knowledge skill or experience hasil karna chahey tab he hum achi income kama sakty hain.
      • #63 Collapse

        ji han dear forex main to loss and profit donoo chezian hain agr hum ehtiat se kam nhi krian ge to hmain kafi nuqsan ho sakta he aur hum apni sari bonus bhi loss kr sakte hain
        • #64 Collapse

          mery bhai agr ap forex trading business men aik acha trader banna chahty hen or successful hona chahty hen to koi mistake na kren or full concentration sy kam kar len jitni zayada ap ki concentration ho gi utny zayada profit ky chances hon gy or utny km loss ky chance hon gy agtr ap mistake skaren gy to ap ko loss ho ga
          • #65 Collapse

            yes they should take all the sides in consideration. kafi log yahan loss ki waja se mayoos hain but behtar yahi hai k hum pehle skills ko polish karein aur sensible trading karein. warna loss hona tou pakka hi hai. risk management and stop loss ko use kr k trade krna chahiye
            • #66 Collapse

              there is no any short cuts for getting successful in trading , even a trader who adopt shlrt cuts they just legs benind so forex aesa business hy jiss m no short cuts no fraud or no greedimess, ,,,,,,
              • #67 Collapse

                offcourse forex pe galtia kare ge to loss to lamzi hoga ise ache he k apni mastake ko phechano r mistake karne se parhez kare r forex tradding pe dihan den apko ise apki mistake ka pata hoga r ziada loss hone se bache ge.
                • #68 Collapse

                  bhai agr to hum is min rich hona chaty hin to hum ko cha hiy ky hum is min bhot mehnat karni par gi or knowledge hasil karni pary gi or exprince bi or sajh kar kam kar na pary ga ky loss sy bach sakin.
                  • #69 Collapse

                    han g sahi keh rahy hain ap janab or agar hum forex mistakes krty rahengy to hamara bohat nuksan hoga or hamari trading loss main bhi jaa sakti hy ............
                    • #70 Collapse

                      g forex mistakes se apko bhut kuch seekhne ko milta hai or apka experience improve hota hai ye apki bhut help kar sakta hai or ap is me achi earning kar sakte hain.
                      • #71 Collapse

                        bilkul galati karo gy to asa to wo ga he to bahter yahi hai k galti kiye bgar kam par dkhyan de or forex ko he apni life samaj kar chlyku k ye humry leya bohat faidy mand hai or sath sath hame zurrat bi
                        • #72 Collapse

                          mere qabele ehtiram doston forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi munafa deti he as a part time job r mai ap logo ki bat se itifaq kar ta hun wese mujhe is bare mai ziada nhi pata q k mai to bs is mai posting karta hun baqi kam mera friend kar ta he r ap logo ka shukria is k bare mai inti knowladge dene ka.
                          • #73 Collapse

                            janab forex ma kabhi bhi mistake nahi hoti balka app ki hi mistake hoti ha is ma acha bhi lagta ha or koi bhi masla bhi nahi hota
                            • #74 Collapse

                              forex mistakes se ap ka account banned ho sakta hai..sab se barti ghalti mein ap ko bata do k jaise ap kissi aur ki post ko copy kar k paste karte ho yeh 100% bt hai k ap ka account banned ho jae ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                daikhe forex trading aik risky business ha jis mai loss ke chance ziyda or profit ke kam hote ha kun ke market ka kuch pata nahi hota kaha chale jae is liye mistakes to ho jati ha lakin hame apni mistakes ko theak kar ke forex mai success hona ha ........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X