trade with mind not emotions ,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade with mind not emotions ,
    Forex trading mn tradr kare hue ham sab apne mind set se trading karni chahie aut isis traa emotions ko trading ko qareeb bi na ane dain ,so agar trading aik bahut hi behtrreen hikmat amli se kia jae ti ye aik bahut hi achi aur profitable sabit ho sakti ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ye to pehli baat hai k agar ham trading emotions se kren ge to hamara loss hi hoga trading hamen always analysis and coll mind se hi krni hogi agar ham emotionally ho kr big lots ka use kren ge to ham loss men hi rhen ge isliye hamen patience k sath trading krni chahiye ta k hamen ye problem aaye hi na.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai trading kartay huay humeesha apnay zahen se kaam lain aur jaldi na karain aur aap ki poori tawajah trading ki taraf ho tou aap ko profit ho sakta hai warni doosri surat mein loss hi loss hai
      • #4 Collapse

        emotional trading bohat hi bad habit hai forex ki market main hum ko jab bi trading start karte hain to hum ko emotional trading se avoid karna chaiye jo ke bohat hi zaruri hai Forex ki market main.
        :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
        Thanks in Advance
        • #5 Collapse

          Dear aap theek kaha rahay hain main aap ki baat sa itafaq karta hoon k trade aap ko emotion k bagher karni chaya trade ko markit analysis kar k apna mind set k matabic tarde karni chaya aur doran trade emotion ko door rakhna hay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Emotional trading bohat hi harmful hoti hai q k emotions aap k confidence ko loose karta hai aur aap ki thinking abilities sahi sey kaam nahi karti jis ki wajah sey aap trade mai mistakes kartey ho aur us ka result loss hota hai. Emotions ko aap apney experience sey overcome kar saktey ho is liye experience zaroori hai takey aap professional way mai trade kar sako.

            اب آن لائن

            Working...
            X