risk factors kasay kam ho skta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    risk factors kasay kam ho skta hai
    dear friends me ye janna chahata hu k hum asi kon se technique azmaye jis se humara trading ka risk factor kam se kam ho or hum bus profit wale trades krte rahe jese k expert krte hain ap logo k pas asi koi technique hai ya stragety hai to please bataye take es se mera or baqi sub new traders ka bhi faida ho ske or knowledge hasil ho hume apka bht shukreya.

    post pasand aye to reply karen or thanks kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Risk km karny ke ley ap ke pas knowkedge aur exeriance bahat zaida hona chaye koun ke asi ke bal per ap aik acha analysis kar skte hein .Market ko smjhny ke ley market ki smhh bohj honi chaye aur wo knowledge se ati hai so jitna ho skay forex sekhein tah ke risk km kia ja saky
    • #3 Collapse

      humery account main risk factors kafi involve hoty hain us main aik to greed humera sab say bara enemy hota hai us say humean kafi loss hota hai our second humean emotions ko control kerna hota hai pher he forex main hum risk ko control ker k us main acha profit ker sagty hain
      • #4 Collapse

        Dear brother yeh aik risky business hay is lay is main risk factor bohat zyada hay is ko hum sirf is main risk factor aik Surat main Kam Kar saktien Hain tu hum ko trading ki lots ko minimum say shuru Kar saktien Hain jis say aap ko Kam say Kam loss ho ga or profit be hasil ho ga
        • #5 Collapse

          hum us main risk factor aik to us ka complete knowledge hasil ker k to kum ker sagty hain second apni trades main stop loss our take profit ko use ker k hum us main risk factor ko kum ker k to forex say acha profit bna sagty gay investment ache ho pher he khuch acha hasil ho ga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Dear risk factor kam karnay kay bahut se tareeqay hain sub se pahele tou aap ko money management karna chahyea aur phir at a time aik hi trade open karain ta kay agar trade loss mein bhi jaye tou aap ka account wash na ho jaye

            اب آن لائن

            Working...
            X