Increasing rate of doller in Pakistan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Increasing rate of doller in Pakistan
    Pakistan me dollers ka rate rozana barhta ja raha hai is se forex pe kia asar parta hai.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear wesy bhe aalmi market main dollar ke value zayda ho rahe hay aur phor Pakistani currency bhe week hui ha kafi jis ke wajha se rate up gaya ha. Pakistani rupee k rate chnge se fark nahi parta lekin dollar strong ho to phir aap ko yakeenan market pe fark nazar aay ga.
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum dear.
      g dear apki thk ha keh overall dollar ki qeemat mazboot hoi ha aur aur phr Pakistani currency ki qeemat km hoi ha Pakistani curuncy ka markeet pa koi asar ni ha han dollar ka up and down effect bht ziada krta ha.
      Thanks dear members.
      • #4 Collapse

        es se forex par ye asar parta hai k sub currencies jese k euru/usd usd/jpy or en jese or jo pairs hain wo sub gerne lagte hain
        es k elawa crude oil or gold bhi apko selling me dekhne me ayega its means ye sub usd ki waja se gerte hain.
        • #5 Collapse

          haan brother pakistan main kal ka dollar rate 124.50/$ tha jo k kafi high value hai our humeri currency day by day devalue hoti ja rahi hai our us main ager app abhe dollar ka exchange kerty hain to app ko kafi acha rate pay skrills ko sale ker sagty hain
          • #6 Collapse

            main bhe kal news sun rahi the dollar k mukablay humery rupay ki qadar kum hoti ja rahi hai our us ki wja humeri economic halaat hain election bhe hain our khuch siaci soraatay haal bhe theek nahe hai to us wja say mery analysis hain k mazeed dollar manga ho ga
            • #7 Collapse

              Dollers k mehngey honey se kia farq parta hai ye b btaen dear members.
               
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Pakistan me dollers ka rate bohat high ja raha hai jab k gold ka rate bohat neche ja raha hai is ki kia waja hai mujhe to kuch samajh ni aata kia kisi k pass koi information ho to mujhe b btana.

                اب آن لائن

                Working...
                X