Forex Trading main analysis ki value
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading main analysis ki value
    agar hum forex trading main kamyab profit earn karna chahty hay to humay chahiye keh analysis karna seekhy kyun keh jab hum analysis karty hay tab he humay esmain entry point aur exit point ka pata chalta hay aur humay esko zaroor seekha chahiey tab he hum forex trading main safe reh sakty hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear friends.
    Dear forex main chand point main aik kamyabi ka aik poiny analysis bhi ha agar ap markeet ko analysis kr k trade kten ga to ap ki planning aik achi chalti rahy gi aur profit k chances ziada ho jaty hain is lia analysis ki aik bht bari ehmiat ha forex main.
    Thanks dear members.
    • #3 Collapse

      Forex ma agir kamyab trd karna ha to market ko analyss kar ka trd karni chi or chart ko dak kar trd karni chia m5 m15 or h1 ka chart ko daak kar or trind ko dak kar trad karni chia or koy achi sa indkter us kar ka market ma sab sa achi indkter moving avrg ha os ko 100 candil ma sat kar ka or trind ko dak kar trad karni chia
      Post pasind ay to Thinks pr click krin
      • #4 Collapse

        agar hum forex trading main analysis kar kay trade karen gay to he humay market main achi trade milti hay aur hum esmain safe reh sakty hay es business main humay khoob time dai kar seekh kar kam karnay main he faida hota hay ye aik bohat acha business hay mehnat karnay say he acha result hota hay
        • #5 Collapse

          agar hum forex trading main analaysis kar kay he earning kar sakty hay kyun keh es business main khoob time dainay main he faida hota hay es business main khoob time dainay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob time dianay main he faida hota hay
          • #6 Collapse

            forex trading main eanring k lie aur ek successful trader bannee k lie analysis bht he zadia zarori hai jab tak ap apne trade ko analze ni kaor gay market k trend ko samjho gya ni to ap kby bhe kamyab ni ho skate ho i think so
            • #7 Collapse

              Forex ke Business mein aapke paas ek achha wala analysis hona chahiye yeh analysis aap ko ek baar provide Karta Hai Jiska manage kar sakte hain aur working ko achha wala standard bana sakte hain
              • #8 Collapse

                bhai forex trading me Analysis ki bohot zyada value pai jate he mere khayal se har members yahi chahta he ke wo forex me analysis kre or apni trade open kre professional or expert bhi taqribaan yahi kam karte he market ko analysis krte he or news ko learn karne bad he wo apni trade open karte hain.
                میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
                انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
                وہ خود ہار نہ مان لے
                Posts Ache Lage to please Click Thanks
                • #9 Collapse

                  Right dear forex trading me main kam he analysis ka ha agr hsmari analysis achi ha or advance ha to hm aik safe or profitable trade kr sakty hain ni to analysis ki kamzori loss ka chance ha
                  • #10 Collapse

                    g bhai ap ny boht achi bat ki hai or main bhi ayhi kahunga k forex trdaing main jitna ho saky otna he anlsye kaerny ki koshsih karen q k jub tak hum anlyse use nahi karty hain otna he hmain trdaing main loss k chances zeda hoty hain es liye achy profit k liye hmain yah sub karna chahye ta k hum bhi safe trdaing kar saken
                    • #11 Collapse

                      hum is main analysis kar kay kam karty hain to trade karna humary liye asan ho sakta hay humain boht mehnat karna ho gi ta kay hum trade main loss nai kar sakty hain is main analysis ki kafi value hoti hay jis say bgyr hum kam karny say loss b kar sakty hain hard work kar kay achy say market main kam karna ho ga
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
                        agar hum forex trading main kamyab profit earn karna chahty hay to humay chahiye keh analysis karna seekhy kyun keh jab hum analysis karty hay tab he humay esmain entry point aur exit point ka pata chalta hay aur humay esko zaroor seekha chahiey tab he hum forex trading main safe reh sakty hay
                        Baja farmaya aapne analysis main chezz hain aur suru main khas kar kar hmara sara foucas analysis ke learning pe hona chahey. Agar ham learn achi tarha kar len aur samjh aa jay analysis ke aur market kay behavior ke to ham kabi bhe maar nahi khain gy
                        • #13 Collapse

                          analysis kar kay kam karty hain to trade karna kafi best ho sakta hay is main hard work karna ho ga ta kay tradae krny say humani ziada loss nai ho sakay magr strat kartna ho ga ta kay trade karna humary liye asan ho sakay is main inidicators ka use kafi best hota hay palning kar kay kam karna ho ga
                          • #14 Collapse

                            g app nay buhat he achi bat ki hai, k agr hum nay Forex main kuch earning karna chaht hain tu phr app ko analysis ko learn karn ho ga, analysis ko lean karna mushkil tu ni hain bus app es par roze thora thora time da ga tu app es ko learn karn la ga, or sath sath app es ko demo account par bhi use karta raha os say app ko app ki mistake ka peta chalta raha ga , es say app Forex main trading karna main asani ho ge or app es main ek acha profit earn karn sakta hain lakin es k leay app ko analysis ko lean karn buath he zarori hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trdaing main jub hum trdaing karty hain tu hmain chahye k hum os main ansye achi trah use karen analyse ka yhi faida hota hai k humj market ka opening or exit point chek kar skty hain aghr hmain es bary main knowledge ho tu hum forex main boht achi trdaing kar skty hain or ahchi eraning bhi haisl kar skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X