every loss has lesson for us
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    every loss has lesson for us
    Friends kae martaba aysa hota hai k hum loss ka samna karna parta hai jis se hum preshaan ho jate hain laikin is se preshan hone ki bajae ye dekha jae k mujh se ghalti kahan pe hoe hai take agli baar aysi ghalti se bacha ja sake agar agli baar ap in ghaltion se bach jaen ge to ye ghaltian ap k liye faida mand sabit hon gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han je hume bilkul asa he krna chahe hume ye dekhna chahe k hum mistake kaha par kr rhe hain or hume esi ko sudharna chahe na k loss dekh kr hume prayshan hona chahe jab tak hum apni ghaltiyoun se ni sekhngay tab tak hum 1 kameyab trader ni ban skte hain dosto.
    • #3 Collapse

      dear bro ap ki bat bilkul thk hy ke jub bh hamin loss ho hum ko daikhna chay ke loss hum ko keon hova hy aur jis mistake ki waja se loss hova ho us per focus kro aur mistake ko door kro ,mistakes hum ko learning ke opportunity daity hn ager hum sochin to,forex koi easy work ni hy bulkey bahut hi complicated work hy
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        G haan dear aap ny bht achi baat ke hay. Asal main ham log bht saari ghaltian karty hain aur phr wakt aany par unhe ghaltiyon ko repeat karty rehty hain. Asal main to agar ghalti ho jaay to us ko apny pass note kiya jaay aur next time us ghalti ko repeat na kiya jaay. Avar ham esa karna suru kar den to yakeenan ham ko loss nahi ho ga.
        • #5 Collapse

          Je bhai hamen apni ghaltion se sikhna chahie aik dafa jo ghalti apse ho jae to ap use note kren or ainda use zehn main rakhen k repeat na ho hamesha apni ghaltion se learn krne ki koshish kren take ap future main loss se bach saken.
          • #6 Collapse

            bilkul theak bt ha. loss sy hm boht kuch seekh sakty han. unfortunately, jb ap ko trading me loss hota ha to ap ko dekhna chaheay k ap ny kis jga galti ki ha jis sy ap ko loss hwa ha. es sy ap boht kuch sekhen gy or next time acha profit hasil kr sken gy
            • #7 Collapse

              G haan dear apki baat kisi had tak thek hai laikin agar ap ghaltion ko samjhe bagair isi tarah kaam karte rahen ge to kabhi seekh nahin sako ge seekhne k liye apko knowledge ki zaroorat hai ya kisi bhi expert person ki zaroorat hoti hai
              • #8 Collapse

                g bhai ap ny bilkul theek kaha hy aur agr issi baat ko ham apni normal life mein bhi apply krein to hamary liey behtri ho gi keun k hr nuqsaan hamein kuch na kuch naya sikhata hy jiska faida hamein next time mein milta hy k ham is tarah ki ghalti krty hi nhi jis sy hamein koi loss ho
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Sahe keh rahay ho jb bhi hmain loss hota ha hmara loss hmaray leay aik lesson chor jata ha. Abi kuch din pehlay mera account wash hua tha mera ghalti apni ha baghir market daukhay bahut ziyada gold buy kr lia tha aur achnak gold k nechay anay say loss ho gaya so ap thel keh rahay ho every loss has a lesson for us.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X