The trend is your friend until the end,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ji ap ki baat theak hai trend hamara friend hai ak dafa hamain kisi market ka trend pata lag jaye tou hamain koi mushkil nahi hoti aur hamain profit bhi bohat acha hojata hai jis main ham bohat kush hoty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      I am agree with you. Jab tak market key trend ko follow nahi karain gey, aap key leye acha profit banana mushkil ho ga. Is key leye aap ko market analysis ko samjhna ho ga aur learning ko barhana ho ga. Market key trend key mutabiq kam karain gey to kamyab rahain gey, warna aap ko loss hi ho ga.
      • #18 Collapse

        Jee haan yeh maqoola tu bohat popular hay kay trend is your friend ager ap trend kay mutabiq apni trade open karain gay tu ap ko kabi behi nuksaan nahin hoga ager ap trend kay mutabiq nahin chalain gain aur market kay against jaian gay tu nuksaan ho sakta hay.
        • #19 Collapse

          hahaah baat to sahi ha k waqaii trend is your friend lekin apko chaiye k trend ko hamesha pehle se pakarne ki koshsih karo and agey jakar jab wo weak hone lage to app us trend ko bhool jaoo and koshish karo k app dosra trend dhondo
          • #20 Collapse

            Ye kahawat sahih hai lekin ye jaanna aik mushkil kaam hai k trend konsa hai, Sahi trend ko jaanne k liye hamain poori information honi chahiye or charts ko study karna aana chahiye warna hum sahi trend ka andaza nahin laga saktay
            • #21 Collapse

              bahot hi achi baat ki hae ap ne kiunk y dear friend jitna forex trading mein mera experience hae us k mutabiq to forex trading mein jitna faida trend trading se hasil ho sakta hae utna kisi doosre formule se hasil nahi kia ja sakt a hae is lia it is right that trend is reall friend.....
              • #22 Collapse

                han dear ye buiness aik trend k teht kiajta hai phir ap success h sakty hain ye aika cha buines shai si ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik real buiness hai si ko koi bhi kr slta hai ye aik good buines shai si ko bahut mehnt ys kiajta hai
                 
                • #23 Collapse

                  gee haan bhai trader ke lie market trend ka smjhna bhtr sabit hota he agr trader market trend ke sath chlta he to woh ache trade kr leta he aur trading se us ko faida hota he aur trader ko hamesha apne trading mein market trend ko follow krne se he success hote he
                  • #24 Collapse

                    mujay b kafi time hu geya trading krty howey or mairy khayal sy b yahi best way hai forex mai kamyabi chaty hain tu trend k mutabik trade kry achy sy tu ap kamyab hu skty or bht sa profit bana skty hain jab tak end nhi hota ap profit bana skty kafi
                    • #25 Collapse

                      Asalam o alikum pyare dosto kaise hain ap sab or trading kaise ja rahi hia? Guys is ke ye khaseyat hai k agar ap ne trend mian tard lagai or loss main chali gai to wo retrace hone ke bad wapas profit main ate hai or ham loss se bach jate hain
                       
                      • #26 Collapse

                        hiii to all kaise hain ap sab dosto. g ap ne thek kaha hai main apke sath bilkul agree hon k trend is your friend q k trend ke sath jo trad lagai jay wo kabi na kabi profit main a jati hai magar retracement wali trad ka bohot pproblem ban jata hai
                         
                        • #27 Collapse

                          g hun jnab mere jitne bhi frend hyn un ko is biznees min buhat hi zyda interstubg hy is lie kun kah un ko is biznees min se buhat hi achi ernig hoti hy
                          • #28 Collapse

                            trends ko follow kar kay humain trade main kam karna ho ga ta kay humain market main achi earning hasil ho skay kun kay humain learning kay bgyr trade main achi earning nai ho skati hay
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • #29 Collapse

                              trend hamesha he friend bana rehta hai jab tak ke woh end na ho jae or dusra trend na ban jae agar aap ko trend acha mil jata hai or pattern bhi sahi mil jata hai to us lehaz se hamesha trend ko follow karna chahiye kiun ke trends se he earnings ziada or achi mil sakti hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Success hasil krni hy to forex key trend ko samjhna ho ga aur us ko friend banana ho ga. Agar hum trend ko samjhey baghair lots laga detay hain to loss key chances barh jatey hain. Jo log market analysis ko samjhtey hain aur trend ko samjh kr trades lagatey hain, wohi kamyabi tak puhanch patey hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X