Management of lots....
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Management of lots....
    Dear traders maen AP se ye pochna chahta hon ke agar hamari sari trades loss men ja rahi hon aor hamari strategy bhi fail ho Jay to un sab lots ko Jo running honge un ko kaise management Karen ge his see hamara account wash hone see Bach Jaye. Aise situation men kia karna chair ke hamari ziada loss wali lot close Kar den ya phir running krti rahe ...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Janab jab aapki stargty fail ho jay aur aapko continue loss hone laggeto mere khayl men aap apni trades ko stop kr den to yahi aap k liye better hoga q k agaraap apni trades ko mazeed run kren ge to zahiri baat hai aapka account wash ho jay ga isliye hamesha market analysis k baad hi trades open ki jaen.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      dear pehli bat yeh hy k ap aik account main aik time main aik sy ziada trade open krny ki kbi bi ghlti ni kro aur agar ap yeh ghlti krty ho to ap apny account ko wash hony ki dawat dety ho ,agar ap ki trade loss main ja rahi hain to ap ko chahiy k ap apni sari trade close kr lo aur aik wo trade open rakho jo ap ko lgy aur annalsis main bi ap k haq mainja rahi ho usko chlny do
      • #4 Collapse

        Money management hi aap ki lot management ko control karti hai. Agar aap ki money management skills ke mutabiq chaltay ho to aap ki lot management kabi galat nahi ho sakti aur aap ke control main rahay gi. Lakin jese hi opposite chalo gay ye bi aap ke opposite ho jai gi aur control se bahir ho jai gi.
        • #5 Collapse

          jab tak hum money management k basic rules ko follow ker k trade nahe krean gay tab tak hum us main acha profit nahe ker pain gay aik na aik din bare lots trade main use kernay say hum apna account wash ker dain gay to abhe lots ko manage kerna zarori hai pher he acha profit milay ga
          • #6 Collapse

            Apne account ko Hamesha lost se secure karna aur Agar loss Ho Jaye Toh Kis Tarah Se secure kya karna aur uski management aur account key management Kis Tarah Se karna is SAB baat hai aapke liye Bahut Zyada Zaruri Hai survive karne ke liye isliye sabse pahle Apne money management aur risk management learning karni hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Jahan tak mera experience ha ic baray agr apki sari trades loss main chali jaen to ap aik aik trade ka wait krain jesay he wo thoray loss pay jaye close kr dain. Loss ziyada ho aur equity bahut thori reh jaye to uska hal nai. Phir to risk lena he behtar ha kyun k account to wasiay bhi wash ho raha hota ha. May be wait krnay say loss wapas a jaye.

              اب آن لائن

              Working...
              X