scalping k nuqsanaat?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping k nuqsanaat?
    dosto scalping ka sub sy bara nuqsaan ye hy k trader tension main rehta hy her waqat ,dosra nusaan ye hy k profit chance kaam hy loss zeyada hota hy ,scalping kerny sy app professional trader ni bin skty,scalping zeyada ter newbie kerty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother scalping koi professional trading Ni ha blky ye just qismat aMai ha.keun k ismein apka account balance ya to zero hoga ya phir profit gain kren ge.ezpert traders kbhi scalping nhi krty blky stretgy k sath trading krty hen aur handsome earning krty hen.
    • #3 Collapse

      Salam bhai Salam bhai kaise hain aap Umeed karta hun theek hun k mai aap ki baat se bilkul agri Karta Hoon case clamping sirf aur sirf new trader hi Karte Hain Kyuki isme lost ke Jyada chance Hote Hain aur profit ke bahut kam Main Toh usko juwa Ki Tarah kahunga Kyunki isme loss ke bohat chance hoty hain
      • #4 Collapse

        G bahi ap ny bilkul thek kaha hy is ka nuksan ek ye b hota hy k jb new trader sclaping krta hy to wo nuksan kr bethta hy ar disheart ho k dobara orex ki trf ni ata.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          ni dear me apki es baat se agree ni krta hun q k me khud bhi scalping krta hu or roz ka target complete kr k nikal se nikal jata hu me or esme koi tention ni hoti hai q k jab me market se nikal jata hu to mujhe koi tention ni hoti hai q k meri koi bhi trade ni lage huwe hoti hai magar long term traders ko her waqt tentions rehti hai wo bar bar market ko check kr rhe hote hain chahe din ho ya rat ho unhe tention rehti hai q k unki trade live hoti hai market me.

          اب آن لائن

          Working...
          X