app sub say zad gold par oil par trading karta hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    app sub say zad gold par oil par trading karta hain
    app sub say zada gold par ya oil par tarading karta hain , gold par app zada earning karta hian ya oil par ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ye zaruri ni hy k gold or oil pr hi trading ki jay, market mn or bht c chezen hn jin py trade kr k zyada earning li ja skti hy . Ap comodities py trade kr k bht zyada earn kr skty hn
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: jamsheed پيغام ديکھيے
      app sub say zada gold par ya oil par tarading karta hain , gold par app zada earning karta hian ya oil par ?
      Bhaijaan gold or oil Dono hai bahut acchi mohmad Karte Hain Inki moments Itni Tez hoti hai ke aap ka account bhi ek ghante Mein bas kar sakti hai ya aapko Sauda Le date so Dala ek ghante ke andar profit mil sakta hai main Jyada Gold per trade Karta Hoon aur waise Main Aur Kar Bhi itna hi trade karta hoon mujhe sabse Jyada trading Mein Maza oil par Aata Hai
      • #4 Collapse

        Re: app sub say zad gold par oil par trading karta hain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: jamsheed پيغام ديکھيے
        app sub say zada gold par ya oil par tarading karta hain , gold par app zada earning karta hian ya oil par ?
        Sabse Jyada oil pair pair kam karte hain Kyunki oil ka sabse behtarin Hai trading karne ke liye ismein bahut Achcha prapt hota hai agar hamare pass Achcha bonus Hai To Ham is per trade Karke Achcha prapt Hassan kar sakte hain isliye Gold per trade karna bahut jyada risky hota hai Kyunki gold ka separate bahut jyada hota hai isliye gold Mein Ishq Nahin Lena cha.
        • #5 Collapse

          Re: app sub say zad gold par oil par trading karta hain

          Dear friend, hamain jis pair per bhi trading karni ho uski price movement say hum well awareness rakhty hon, or iski market ka hamain acha knowledge ho. Gold ya oil pair main trade kay liye zaroori hay keh hum iski market main resistance and support ka bahut khaial rakhain, q keh ye donon pair acha profit bhi day sakty hain and big loss bhi ho sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: app sub say zad gold par oil par trading karta hain

            naio bhai is trah nai h ham to in dono pairs se dor rehete hain kuin k ye dono pairs aese hain k jin p trade lgana moshkil h is mein trade lena kuin k hamein is bare mein knowlij nai h gold p trade lena is sorat mein h k hamein is mein sb se pehle knowlij ko hasil krna chaye or trade leni chaye faida hasil ho ga
            • #7 Collapse

              Re: app sub say zad gold par oil par trading karta hain

              G Han dear members oil r gold main trading k liy bohat accha experience Milta Hy AP ko chahay k saber r lagn sy Kam krain r ek accha experience hasil krny ki koshish krain take AP Kamyab ho skain
              🌼 Never Give Up 🌼
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: app sub say zad gold par oil par trading karta hain

                Aapki baat theak hai ki es Waqt sabse Jyada crude oil aur gold par trade ho rahi hai lekin ine per trade karna Aasan Nahin Hai is Waqt in ki movie Bahut Khatarnak hai bethar hai ki abhi Ham is per trade Nakhre jab tak Koi confirmation candle Nahin milati Jab confirmation candle mil jaaye to trade Karni chahie

                اب آن لائن

                Working...
                X