trade profit man jay to profit lock kr lana chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade profit man jay to profit lock kr lana chaye
    bhai agir aap ki trade open hai or profit man agir aap ka target 100 pips ka hai or aap ki trade 60 pips tk profit man hai to whan aap apna profit lock kr skty hain woh is trah k aap stop loss ko modified krin gy aap ka stop loss profit zone man lga dana chaye jhan pr market ki price chal rhi o's sy 20 pips pr aap stop loss lga dana chaye agir market reverse ati hao or aap ka stop loss hit hota hai jb bhi aap 30-40 pips profit man aap ki trade close ho jay gi
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jb bhi ap dekhein keh apki trade profit main ja rhi hai tu us ko usi waqat lock kar lena chaye koun ke baz okat market profit ki tarf aty aty yak dam loss ki tarf jana shru kar deti hai jis se hasil shuda profit bhi zero hoty hoty achank loss main change ho jata hai isy main phr bahat pachtawa hota hai le jo mil raha tha wi tu le leta is ley profit ko lock kar ke save kar lena best option hai
    • #3 Collapse

      Bilkul jb hm trade lgain to jab hm lgy k hmari trade profit me ja rhi to hmy wo profit le lena chahiy or hm ny jo stop loss lgaya hota hy wo b khtm kr dena chahiy
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mahamsaeed342
        yes main aapki baat say agree karti ho hum ne agar thek trade lagai hain tu hum ko chahiye k hum pher apna SL profit main laga le and apni trade say loss khatam kar de main ne kafi baar asa he kiya hain or main pher sl profit main laga deti ho jo k meri trade agar loss main b jati hain tu main pher b profit main rehti ho apki baat bilkul thek hain
        jee bhai is ka faida he hota hai or hum apny target ka wait without tanshon kr skty hain kun k loss to is trade sy hum ko hota nahi hai or trade or zuada profit man jati hai tb hum phir sy stop loss to up kr daty hain hum ko apna profit sath sath increase krty jana chaye
         
        • #5 Collapse

          g nahi dear profit ko loch karna traders ki strategy nahi hoti or na hi ham es ko best strategy keh sakty hey, profit jab ho jata hay ya take profit line touch ho jati hay to wahi se sell orders open karny chaye or buy orders close kar deny chaye.
          • #6 Collapse

            Salam bhai
            Bohat bohat shukria aapny 1 bohat mufeed mashwara dia hy jis sy hum jaisy new incommer ko bohat ziada faida ho sakta hy mai apki iss post sy bohat ziada knoledge earn kia hy is liye bohat bohat shukria
            • #7 Collapse

              Ye approach theek nahi hai ke jaisay hi koi trade profit main jey tu profit lock kar dena chahie balke hamain aik professional approcah par amal kartay hoay market analysis kartay hoay aik target set karna chahie aur usi target ke mutabiq take profit lagana chahie.
              • #8 Collapse

                very good hassan bhai apne bht he achi advice de hai profit ko lock krni hai waqai me agar hum asa krte hain or hum market band kr chale bhi jate hain to humne jahan sl keya hai to wahan hume faida milgega or agar market or humare trade ki taraf jati hai to tp hit hoga es se hume dono surato me faida he hoga.
                • #9 Collapse

                  g bhai apny bahot achi suggestion di hy aur ye aik tarah ki strategy bhi hy jisy main khud use krta houn keun k aisa krny ka bahot faida hy k agr apki trade profit mein ja rahi hy aur ap stop loss ko adjust kr letay hain to apko kabhi bhi loss nhi ho ga balky agr market wapis move krti bhi hy tb bhi apki trade profit mein close ho gi
                  • #10 Collapse

                    slaam to all members.. dear app ki tip boht achi ha agr app ko 100 ka target par 60 pips ka profit mil raha ha tu mera khyal sa ya boht achi baat ha app ko lag raha ho market trend kisi bhi waqt change ho skata ha tu app ko stop loss lga dena chye ya boht risky business ha kabi bhi market reverse ja sakti ha is lyia chota chota profit book krn he bhtr hota ha ...
                    • #11 Collapse

                      Bhai forex mein aik bat bar bar ki jati hy k greed na karen aur aksar ye hota hy k hum target zarur set karty hain magar kuch profit mily usy lock kar lena chahye ye target zara mushkil hy bas jo bhee profit mily ly lrna chahye ziada ki zid nahi karni chahye
                      • #12 Collapse

                        G haan ap bay bahut achi bat ki ha meray khayl ha agr ap nay 100 pip pay take profit set kea hua ha aur apka profit 60 pip tak chala gaya ha to apko trade close kr k profit ko lock kr lena chaeay. Kia pta market trend reverse ho aur ap 60 pip say bhi hath dho baithain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Hamy chiya k jabbhamri trade profit my jati hy to ham us ko sahi handel kry ys ko dobara liss my na jaye dy agr ham ny w8 bhi krna hoto itna kry hy na loss ho na profit ho or loss my nai janu chiya trade jab hamari ayk bar orofit my ah jaye to us profit ko hasil kr lyna chiya waste nai hony dyna chiya

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X