Common trading mistake -2

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    common mistakes han jin per takribun her trader hi loss kerta ha beri lot size use kerna unexpert hony k bawajuf khud ku experienced or confident show kerna jis say aam tour per loss hi hota ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      koi bi kam hai is main mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur demo main practice kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main earn ho
      • #48 Collapse

        Yes bro ap ki batbthek ha hume jald bazi se kam nai krna chaiye ye comman mistake ha hume is ma knowledge k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se important ha hum is ma biht kuch hasil kr sakte hein
        • #49 Collapse

          humay choti choti galtio ko khatam karna chahiey kyun keh galtio ko khatam kar kay he hum esmain kamyab ho sakty hay aur humay chahiey keh esmain ziada say ziadda time dain ye bohat zaroori hay
          • #50 Collapse

            Dear main us main ye advice karoun ga k jo bhe app analysis ker k stop loss rakhty hain us ko change na karean oir foraan right decision say app zeada loss say bach sagty hain
            • #51 Collapse

              merey khayal main Hesitation main Reason hai Loss honey ka, jab trade main mistake ho jay to behtar hota hai ke close kr lain, yeh na ke app dekhtey reh jain ke trade wapis app ke favor main aye gi aur ap ka sara Capital zaya ho jaye.
              • #52 Collapse

                lekin stop loss laganay ke lie bhi aqal ki zuroorat hoti hai aur is ke lie proper analysis kar ke ak khas pair kei support ya resistance price maloom karnay ke bad stop loss lagana chahie takeh aap ki trade main ziada occuracy paida ho aur ap ziada se ziada profit kama sakain aur nuqsan se bach sakain.
                • #53 Collapse

                  Foex trading main panic ho kar trading karna ye aik common mistake hai jo almost har tradr karta hai jab bhi market main direction k against voltality ati hai tou aksar trader is main panic ho kar apna trend change kar lyty hain jo k bad main loss ki vaja banti hai dosra proper stop loss nahin lgaty agar lgaty hain tou without analysis koye acha area define nahin hota stop loss ka jiss ki vja say un ka loss bohat ziada hota hai
                  • #54 Collapse

                    aj kal forex my comen mistake ya hio hoti hy ka p ko jab trade lgai oti hy to us ka ya to ap tp nai set krty hy ya to phr us my sl nai use krty hy jb who ttrade lgai hti h to who jb hamari tarde loss my chali jatai hy to who ham ko bhot zead loss dy jati hy our ham us sy bhot loss kr dyty hy our ya phr ham forex my lalach sy sara account khali kr dyty hy
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #55 Collapse

                      Haan jee dost ye humeri common mistakes hain ki waja say hum forex main baar bar loss kerty hain jis main main emotions ko kabo na jerna our jaldi main market main enter ho k loss kerna hy
                      • #56 Collapse

                        g han dear lekin aysa nahi krna chaheye q k forex mein sb rules ko agar follow kr k work kreen to hum bohat he achi percentage rakh sakty hein mtlb 70% profit k chance ho sakty hein is liye hamesha work acha he krna behtar ha.........
                        • #57 Collapse

                          traders forex trading me jo common mistake karty hey mery khayal me wo greed hi hay kesi trader ko agar kam profit ho or market me us ko lag b raha ho k us ko loss ho sakta per b wo trades close nahi karta hay or greed karny ki waja se un ka apna balance b loss ho jata hay.
                          • #58 Collapse

                            Common mistake trading tou bohat c hai likan zadatar trader forex market mai emotional trading krtay hai jis ki waja say ap ko forexmarket mai mistake ki waja say loss hota hai. es lye hum ko foprex market mai trade paience ho kr krna chaheay.
                            • #59 Collapse

                              trading me hamesha aik bar ache se strong analysis kar lene chahiyen kiun ke analysis ke bina kamyabi mumkin he nahi hoti jab aap koi strong analysis ke baad decision le kar trade laga den to phir us ke close hone tak us per qaim reh kar wait karen hamesha insan tab he kamyabi hasil kar sakta hai is business me jab us ko apne aap per trust ho apni mehnat per pora bharosa ho or woh jald bazi ke bina faisle leta ho .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                is forex main knowldge k begair hum kuch bi nai kar skaty hain aur market main learn kar k enter hony k liye knowldge hasil karna ho ga ta k loss kam ho saky aur profit hasil karny main bi asani ho saky gai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X