News trading for expert Forex trader
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    News trading agar ap ko karna aati ho to yeh ap key liye bhi faida manand sabit ho sakti hai kiyoun key news release hotey howey jaisey key ap ko maloom hoga key market mien movement itna ziada hoti hai key agar ap catch kar lien to bhot pips bana saktey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yes dear ap na kafi achi bat ke ha ka sudden big news hoti hn woh market ko kafi hd tk change kr jatin hn dear es ka ander kam krna ka liya news trend ka confirm mil jay to real mn bhot e bra chika bh lg skta hn market ka ander dear yeh theek kam nhn ha mera hisab sa to qn ka risky ha kafi zyada yeh to
      • #48 Collapse

        Dear friends hamisha trader news say fida uthana chahiay kabhi bhi market per anay wali news per eadtamad kerna perta hi kabhi ignoor bhi kerna perta hi bhar hall bat tagerbay aur knowlage ki hi her kame kay liay us ka elam ho na zaroori hi.
        • #49 Collapse

          Sir jo log expert hai wo waisay trading nahi kertay hain wo sab kuch dekh kar hi trading kertay hain un ka sra kaam ik management kay tehat hi hota hai waisay wo kuch kaam nahi kertay hain jo bhi kertay hain apne profit kay liye kerray hain
          • #50 Collapse

            Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy bgai g news ko chek krrta rhna chahye mai tu news ko chek ker ke he trade lagata hon or profit earn kerta hon maire liya best hy
            • #51 Collapse

              han dear ye aik good buines hai si ko kahein bhi kijasta hai ye dunya ka sab sy big buiness hais i ko bahut ys loog kr ray hain aur bahut megnt sy kr rahy hain ye aik good buiness hai
              • #52 Collapse

                forex ke experts ke lye news trading bhi bohat important hoti hai woh hamesha technical ke sath sath fundamentals per bhi trading kar ke kama lete hain kiun ke un ko news wagera ke bare me sab baton ka impact pata hota hai is lye woh news per bhi trades kar lete hain .
                • #53 Collapse

                  Dear daikhain hona tu aysa he chahte k har trader ko e sbusiness mai news aur data k bare mai pata hon ahcahiye jo k daily basis pe trading k liye release hota hy jab tak ap en chezon ko smjho gy nhn ap kabii b acha faida hasil nhn kar sako gy aur kabii b acha faida earn nhn kar sako gy soo ap mehnat karo aur acha earn karo...
                  • #54 Collapse

                    Asalam o alikum pyare dosto kaise hain ap sab or trading kaise ja rahi hia? Guys jo bande ache traders hain or markit ke bare main or news ke bare mian achi malomat rakhte hain wo is se ache paise bna sakte hai
                     
                    • #55 Collapse

                      hiii to all kaise hain ap sab dosto. g jo tareka ap nebayan kia hia ye har bar kam nahi karta hai kabi kabi aysa b hota hai k markit ne jis direction main jana hota hai wo os direction main jate jate hoe b bar bar bohot lamba back marti hai jiski waja se agar chota sl laga hw ho to hit ho jata hai or kuch hath nahi ata
                       
                      • #56 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHDAMIN پيغام ديکھيے
                        As we all traders know that major Economical news release make a huge change in the market. But it is almost impossible to be sure about the direction. Most of the time price fluctuates in a huge range in both sides. So the trader who has a short stop loss they will be stopped out though the market may go to their direction ultimately.

                        Now When I trade news I first decide which way market should go. Then I place a trade on my direction 15-20 minute before the news release & try to be in the money before the release. Then I try to put a stop-loss close to my entry. Now if the market goes in my side I will make a good profit or I will stop out with little or no loss. Ta Da
                        aap ki baat thori bohot theek hai lekin hamaien kabhi bhi news ki base par tradingnahi karni chahiye kiun k my dear brother ager ham news ko follow karty hue trading kareingy to ziyada tar loss mein hi rahen gy kiun k forex ki market pehle move karti hai aur news mein bad mein show hota hai
                        • #57 Collapse

                          brother news forex trading main aham hai jo trader news ky mutabiq trad karty hain wo bohat achai trad karty hain forex factri forex ki news ky liye baht bast sit hai main to yehi sy forex news wach karta hoon
                          • #58 Collapse

                            gee bhai hmein apne trading mein expert hona he aur jo bhe trader apne trade mein kam krte hein un ko apne trading mein stop loss aur take profit ko laga dena chahe aur trading mein news jo release hote hein un ko smjhna chahe aur apne trading mein time table se kam krna chahe
                            • #59 Collapse

                              jo bhe uss market main expert trader ban jata hy wo news pay trading nahe kerta hy koin k us pay app koi analysis apny nahe nikal sagty hain app ko technical support to milte hy but fundamental app idea nahe ker sagty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Asalam o alikum friends, g bhia ap ne thek kaha hai ye ak achi strategy hai or waqai main hamen news ke time pe stop loss or tp kamust use karna chahyea q k is time pe markit main bohot zada movment hote hai jis ki waja se loss b ho sakta hia
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X