Gold trading vs currency pairs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold trading vs currency pairs
    Dear member me ap sb se te pochna chahta hun k gold pe trade krna best hy ya currency pairs pe trade krna best hy kun k me ne kbi currency pairs pe trade nhe ki ap sb log kia kehty han kindly share your views
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear har trader ki apni choice hoti hai k wo crunccy pe trading krta hai ya metels cfd ya gold pe trading krtahai, agar koi new trader hai to usse main yahi kahun ga k wo major crunccies pe hi trading kre q k uska capital aur experience kam hoga isliye major crunccies hi us k liye best rhen gi agar balance ziada hai aur experience acha hai tab hamen gold pe trading krni chahiye....
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      app gold par bhi trading kar sakta hain ot currency pair par bhi, app ko js main achi trading kar saka hain app os main he trading karna , js main app ko knowlage ni hain app os pairs par trading na karna , agar app currency pairs ya gold main js main app ko trading ni ati app os main trading karna chahta hian tu app ko phla demo account par work karna ho ga jub app demo account par kamyab ho je phr app kar Forex main ek achi trading karta raha hai ya he best hai
      • #4 Collapse

        Bhai trading ko phly pre plain na soch ly na chiaya k kis py trading krni hy market ko dakh k phr kro lakin gold py new log na jain
        • #5 Collapse

          Gold aur currency per trading main farq hai koun ke gold per movement currency ke moqablay main fast hoti hai agr ap gold per trading karna chaty hein tu is main apko hosla bhi bara rakhna parta hai koun ke is main risk zaida hota hai aur is ki movement ki koi smjh nai ati jb kisi side per move karta hai tu phr rukhny ka nam nai leta
          • #6 Collapse

            Dear mein nay bhi kabhi currencies pairs mein trading nahin ki hai aur hameesha gold mein hi trading ki hai iss lye mujhay tou gold mein trading aasaan lagti hai aur gold ki market mein movement bhi bahut zayada hai
            • #7 Collapse

              Bhai jan bat ye hy k mery khayal ma to trading currency pairs ma he best hy kiun k is movement itni fast nai hoti and ap is ko easily handle kar sakty hen baqi agar ap ka pas a ha experience hy and ap ziada earn karna chahty hen to ap gold pa trading kar sakty hen lakin gold ma ap ko loss k chances b kafi ziada ho jaty hen
              • #8 Collapse

                Dear friend!mera bhi yehi kheyal he k agr balance kam he ya new trader he ro in dono soorton me currencies pe trade krna behtr he,aor agr balance zeyada ho aor trader bhi experience wala ho tb gold pe trading kren, q kk gold ka spread zeyada hota he aor kam balance wala bahot jald loss utha kr balance 00 pe aa sakta he
                • #9 Collapse

                  apni choice hoti hai k wo crunccy pe trading krta hai ya metels cfd ya gold pe trading krtahai, agar koi new trader hai to usse main yahi kahun ga mery khayal ma to trading currency pairs ma he best hy kiun k is movement itni fast nai hoti and ap is ko easily handle kar sakty hen baqi agar ap ka pas a ha experience hy
                  • #10 Collapse

                    wo major crunccies pe hi trading kre q k uska capital aur experience kam hoga isliye major crunccies hi us k liye best rhen gi agar balance ziada hai aur experience acha hai agar ap ka pas a ha experience hy and ap ziada earn karna chahty hen to ap gold pa trading kar sakty hen lakin gold ma ap ko loss k chances
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamirkazmi پيغام ديکھيے
                      Dear member me ap sb se te pochna chahta hun k gold pe trade krna best hy ya currency pairs pe trade krna best hy kun k me ne kbi currency pairs pe trade nhe ki ap sb log kia kehty han kindly share your views
                      Gold ki trading or currency pairs ki trading mein bahut difference Hai Kyun Ki gold ki market bahut Teji se mueve karti hai aur usme profit and loss bhi bahut jaldi Hota Hai Jab cake currency pairs ki moment be slow hoti hai aur usme profit or loss SBI jaldi nahi hota

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X