News trading for the beginners

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Forewx market mai jo bhe begginer hai tou wo sub say pehly es market ki learning kray. es ky bad wo forex market mai regular trade kr sakty hai. begar knowledge ky begginewr es market mai kamyabi nahi hasil kr sakty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      news ko dekh k boht hi acha earn karein gay aur demo main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum market main earn karein gay it is best
      • #108 Collapse

        Yes dear ap ki bat thek ha ma ap ki bat se agree krta hun hume sab trader ko news k time trading nai krmi chaiye news jab atu h tu market kafi movement krti h jise hume lose be ho sakta ha
        • #109 Collapse

          new traders ku tu just news pay trade nae kerna chahye ic say un ku buhut loss hu akta ha new traders ku technical pehlay learn ker k wahan pay trade say earning ki koshihs kerni chahye
          • #110 Collapse

            forex trading agar hum ziada say ziada mehant karen gay tabhi hum esmain kamyab hon gay aur humay chahiey news kay bary main bhi up to date rahy kyun keh up to date rah kar he hum esmain kamyab hoty hay
            • #111 Collapse

              If you are benner then it would be good for you to stay away from trading during big news. lekin jab aap experienced hojain gain tu aap is qabil ho jain ge ke ak particular news ka ik particular pair par kia effect paray ga. tu is lie ibteda main fundamental tarding se door hi rehna behtar hoga.
              • #112 Collapse

                newbies ke liye fundamental analysis kafi mushkil hota hai, new traders ko chahiye ke stoploss ke bina trade na krain, aur news after 30 to 45 min trade na lagain, agr trade lagani b hai to short term Trade laga lain.
                • #113 Collapse

                  Forex trading main fundamenrtals par kam karna bohat he mushkil hai or bigners k liye tou bohat he ziad amushkil kam hai news trading kun k jab b market say related koye news ati hai tou us time market main voltality itni ziada hoti hai k ap ko direction ki he samjh nahin ati k market kis direction main jaye gi is liye meri suggesion yahe hai k jab b pata ho k koye news any wali hai us time par trading na he krain kun k us time jo baloon banta hai direction ka vo sirf for the time being hota hai jaiay he us ka pressure khatm hota hai market wapis apni direction main a jati hai
                  • #114 Collapse

                    beginners ko chahiye ke sirf us time he trading karen ke jis time news na hon kiun ke un ke lye news trading bohat risky ho sakti hai is market me jab tak aap ke pas achi khasi knowledge or experience na ho jae tab tak aap ko news per kaam nahi karna chahiye takey aap ka account bare risk se bhi bacha reh sake or aap aik ache trader ki tarha se kaam kar ke experience bhi gain kar saken .
                    • #115 Collapse

                      news ko dekh k bi boht say log is main trade kar skty hain aur knowldge hasil kar k hi hum market main profit hasil karein gay aur is sya hamain faida ho saky gay aur rules ko follow karna ho ga ta k earn ho
                      • #116 Collapse

                        forex trading main kam karty hain to is main learning kar kay achy say kam karna ho ga kun kay leraning karny kay bgyr hum is main kam nai kar sakty hain is main jo b new comers hain market main practice kar kay kam karty hain to hi kuch hasil karty hain nai to market main loss hi loss karty hain magr demo ki help say trade ko samjha ja sakta hay
                        • #117 Collapse

                          news dekh k hi hum is forex main acha earn karein gay aur market main kam karny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur greed ko bi avoid kar k hi tradee karni ho gi ta k achi trade karein gay aur is main kam karny main bi mushkil na ho saky ig
                          • #118 Collapse

                            G dear member P ny thek kaha hy, new traders ko news dekh k hi new trade krni chaye, forex news ka bht zyada asr hota hy trading py
                            • #119 Collapse

                              beginers hamain market main achi trade kar sakty hain so hamain is k bary main hard work karni ho gi aur is forex main buy aur sell karty hain so hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hum achy sya profit hasil kar sakty hain so hamain is say fida ho saky ga ta k earning ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Is ka matlab ye ha k new news pa tawwajo deye baghair apna focus apni trading our apni planning pa Joni chaheye kion k news ka koi confirm pta ni hota k news drust ha ya fake type ha isi leye news pa zyada dihan deye baghair apny game pa focus zyada zrori ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X