trading facilities...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading facilities...
    Forex trading mn ap sab ko pata ha k tarding facilities un awamil ko kehte hn jin k sath trading parameters ko rrad kar k trading ki jati ha ,fore example ,news ,forecast eaghera waghera ,so ye aisae awamil hn jo trading mn helpful sabit hote hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    M apki bt se bilkul agree krta hun k keun k ye Jo trading p affect krny waly awamil hen inko hm kbhi bhi ignore ni kr skty AGR aisa kren ge to hm loss he uthaty rhen ge.for example agr hm baqi factors ko chor KR sirf news ko he ignore KR den to tb bhi hmen BHT loss hoskta ha.isliye hm sub ko chahiye k jb bhi trade lgaen to aik nzar in sub chezon ko dekh Len.
    • #3 Collapse

      Yes dear aapki information achi hai, ye awamil hamare liye waqae trading men helpful sabit hote hain isliye hamen inki practice krte rehna chahiye,ham forex pe jitni ziada practice krte rhen ge aur forex se utne ziada better results millen ge isliye hamen forex pe apne experience ko day by day increase krte rehna bahot hi zaruri hai.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Bhai aap ne bahut achi baat ki hai trading facilities unn ko kehtay hain jin ki madad se hum apni trade ko manage kartay hain aur un mein news trend indicators aur inn sub ko hum apni trading strategy mein shamil kar kay analysis kartay hain
        • #5 Collapse

          Bhai mai bhee agree hon apki bat sy kyo k agar hamary pas ye awamil na hon tou hum kuch na kar saken gy kyo news grap candle aur trend indicator weghera ye sab wo awamil hain jo hamen trade open karny mein help dety hain jis sy hum profit bhee earn kar lety hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            dear forex trading in tamam factors k bagher adhoori hy agr hamein in factors k bagher trading krni parr jaye to hamara us mein kamyab hona bahot hi mushkil hy keun k ye sb bahot zroori cheezein hain aur traders k liey aik tarah ki facilities hain jinki madad sey successful trading possible hoti hy

            اب آن لائن

            Working...
            X