sab sy kem spread wali currency ka faida.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sab sy kem spread wali currency ka faida.
    Forex ki market main sab sy km spread wali currency euro/usd ki hy aur is currency p trading ka faida yeh hota hy k jab ap trade open krty ho to trade open hoty hi apko bahut hi km sab pair sy km loss show hota hy baqi pair k moqably main to is pair p hmko trading krna chahiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ki baat bilkul theek hai lakin iss currency pair ka market mein position kya hay aur iss ki movement kaise hai please aap log iss oer zaroor comments karain aur meine tou kabhi currencies mein trading nahin ki hai
    • #3 Collapse

      Spread tou broke ka commission hota hai. forex business mai sub say important ya baat hai k ap kay pass planning hai ya ap achi planning krtay haitou phr ap forex market mai trade bhe kr sakty ho.agr apkay pass planning nahi tou aplow spread currency choose kray ya phr high ap ko kamyabi nahi ho gy.
      • #4 Collapse

        Sb se km thread wali currency EUR USD hai kis ki aik tu movement km hoti hai dosara is ka spread km hota hai. Kam spread ka aik faida yeh hota hai ke agr apko kbi trading main loss hota hai tu us ki ratio km hoti hai jis se account save rahta hai aur bare aram se trading hoti rahti hai
        • #5 Collapse

          spread brokar pay hota hain agar hum kaam spread wali currency pay trade karte hain tu us say ye fiyda hota hain k brokar ka jo commission hota hain vo kaaam ho jata hain and pher hum khud acha earn kar lete hain wesy agar hum EUU USD pay trade kare apne bouns account pay tu kafi acha rahy ga is liye humhain chahiye k kaam spread wali currancy dekh k trading kare
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Spread tou broker ka commission hai mai tou jab bhe trade krta ho tou trend ko analysis krta ho. Aur spread kay bry mai kam he knowledge hai. Kyu k market ka trend he humra friend hai. Eslye ap bhe trend ko follow kray aur trade open kra. Spread kam ya zada ka koi issuenahi hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X