Forex trading ko Pehlay Sekhnaa nuksaan honay K baad Sekhnaay Say behtar hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    bahi jan esa mumkin hi nahi hai k hum forex mai loss k bina forex ko sikh saky humin forex ko sikhny k lia forex mai loss besar karna hota hai then humin forex samj ate hai wese ap jitna marzi sekh lo forex ko bina trade buy sell kia koi faida nah
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      assalam o alaikum. aap nay bilkul sahi samjha or ek dum theek baat kahi hai kaypehly humeinkhud seekhna chahiye forex tradingko phir us pay trading start karni chahiyeissi tarhan hum nuqsaan say bhi bach sakein gay plus apna experience or mazeed bara sakeingay.
      • #348 Collapse

        Sir apnay boaht hi achi baat batai hai mager is may bohat kam hi log hai jo is par amal kertay hain apko koi bhi kaam kernay say pahlay us kaam may tamam tar information lay leni chahiye tab hi kcuh hasil ho ga thank u
        • #349 Collapse

          G agr hum forex trading business ko sekh kar karen gay tu hum forex trading business mein loss se bach sakty han is liye forex ko pehly sekhna cahaiye ap forex trading business ko demo account par sekh sakty han phr real account par trading karni cahaiye loss se bach sakty han
          • #350 Collapse

            G han app ne sahi kaha ha hmen is business ko pehly sekhna chahe hmen loss k bad nahi sekhna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hm zara c galti se b kafi zyada loss kar skaty hain is iliye hmen chahe k hm soch smjh k kam kareen is business me
            • #351 Collapse

              Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan per new traders ko chshye ke sp forex ko acha sai seekho ta ke apko loosess na ho loosess ke bad be seekhna sai acha hy
              • #352 Collapse

                Actually hota yehi hy keh pehlay hamain loss hota hy aur hum phir apni mistakes ko sudhartey hain. Jab tak hamain loss nahi hota, hamain apni ability ka andaza nahi ho sakta. Nuqsan honey key bad hi pata chalta hy keh hum kitney pani main hain aur hum ney kitna learn kia hy. Lekan chalain der sahi, lekan learning zaroor honi chaheye.
                • #353 Collapse

                  forex ke business ko seekh lene ke baad is me nuqsan na hone ke barabar he hota hai or profits bohat zada kamane ka moqa mil sakta hai aap ko is me is lye jitni mehnat ho sake aap karen or forex ke business me practice zada se zada karen takey aik achey trader ki tarha har trade successful ho ap ki .
                  • #354 Collapse

                    yeah dear i completely agree with u log yahn pe aate hain satar tmai on ko bolte raho kseekh lo seekh lo but wo kisi ki nhn sunt e but jab on ko loss ho jaye tu phr bhagte hain on k peeche jo trading mai seekhe hote hain k kch seekhne ko mil jaye q k os waqt tak on ko apne aap par se trust khtm ho jata hy aysa nhn hona chahiye...
                    • #355 Collapse

                      Asalam O Alikum dear friends how are yoy all? Hope going well and having a safe trading. G apne bohot hi achi bat kahi hai forex trading main aksar log jab noqsan kar bathte hain os ke bad is ko sekhna chalo karte hain
                       
                      • #356 Collapse

                        hiii to all kaise hain ap sab dosto. g apne bohot hi acha point share kia hai q k agar ham pahle hi is ko serious le len or is pe mahnat karen prectice kare or jab expreance ho jay trading ka or achi acuracy ho jay tab live trading karen ye hi best hai
                         
                        • #357 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
                          Dosto main Samajhtaa hon k hammain pehlay Forex ko Achi tarah Sekhnaa Chahiyee,nuksaan k baad tou har Koi sekh he letaa hai hum nuksaan honay ka moukaa kion Anay dain,Tou Ayeen pehlay forex ko Achi tarah Say learn karain

                          happy learning :)
                          forex online trading mein jab tak ham ghaltiyan nahi kareingy to seekhy gein kese...forex online trading ho ya koi bhi business ho hamein hamesha apne nuqsan se bhi bohot kuch seekhny ko milta hai aur jab hamein forex mein loss ho jaye to hamein apni mistakes talash kar k dobara nahi karni chahiye
                          • #358 Collapse

                            g thek kaha hai ap ny nuksan hona sy phle sekhna eak aqal mandi hai kiun k agar ap ko nuksan hota hai tu ap trading ma dil sy naui kar sakho gye jis ki waja sy ap trading ma success hasil nai kar sakho gye.
                            • #359 Collapse

                              gee han bhia thek bat ke he trader ko phle sekhna chahe takeh us ke trading mein nuqsan na ho aur woh apne ache trading kr ke success hasil kre aur trader ko learning aur experience per khas dihan dena he aur learning ache ho ge to trader ko nuqsaan nhe ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                Yeh to hum sub ko maloom hy keh forex aik risky business hy aur agar without learning key trading ki jaye gi to nuqsan ho ga. Is leye hamain trading start krney sey pehlay trading ko properly learn krna chaheye takeh loss sey bach sakain aur profit bana sakain takeh apni life ko change kr sakain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X