Forex trading ko Pehlay Sekhnaa nuksaan honay K baad Sekhnaay Say behtar hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Yes dear i totally agree with you trader ko forex market me real trading karney se pehle forex market key mutaliq knowledge and experience gain karna chahiye takey loss se bacha ja sakey or forex market se achi earning hasil ho sakey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      mai to hamesha yehi kehti hun ke apki best teacher apki losing money hai..kyuke jab ap haartey hai to apko akal ati hai ke akhir apne kitnaa loss kardiya hai aur ab apke pass siwaye fight karne ke ailawa kuch nahi hai! hai jo kay book mai nahe but its better kay nuksaan ke nobat na anay de jaye.
      • #138 Collapse

        dear freind ap nay theek kahah hain hamy cahhiye kai forex trading ko join karny se pehly hamy forex trading kay bary mai knowledge and information hasil karni chahiye
         
        • #139 Collapse

          hum koi bhi kam akren , hum cahey akh hum su ko phly se sekhyn , ku kah hum agr phlyse nhi sekhty hayn tab hum is mai loss ho jta ahy ,,
           
          • #140 Collapse

            achi baat share ki bhai bilkul asa he hay ye nahe kay loss hojay uskay bad ap sekho ap pehlay he seekho takay loss se bacho ye best mashwra hay janab forex business duniya ka best business hay agar apki skills perfect hain mehnat chaiye hardship se work karna zaruri hay ap interst se learning karo
            • #141 Collapse

              Jee bilkul apne best baat ki hai kai log nuqsan hony k baad forex ko seekhty hain aur hamen learning staret kar k treading karni chaiye.
              :cool::cool::cool:
              • #142 Collapse

                G han bahi yeh bat to ha, trader loss tab hi karta ha jab us k pass experience aur learning nai hoti, per yeh b fact ha k trader learn karta b loss hony k bad ha, Q k trader apni galtin say sabaq sekhta ha, jab trader koi mistake karta ha to woh us k liyeh new hoti ha, per time k sath us ko andaza ho jata ha k aisi galti again nai karni chaiyeh , koi b trader chayh learn kar lay per asal main mistake karta ha aur phir sahi sheek leta ha...
                • #143 Collapse

                  yes u are saying right I think that losing in forex is a normal condition so that I am not afraid of it. If I can make consistent profitable trades, I am not afraiod of losing in forex.
                  some time there will be loss but during losing u have to vary careful, so do not afraid just take it as a challenge.
                  • #144 Collapse

                    jee ha sir sahi kaha ha apnay forex ko sekhna phlay chahiye agar ap chatay ha kay apko loss na ho agar ap phlay forex trading seakh lay gay to apkay liye behter ha takay ap loss say bach sakay or apka pasay jo invest kiye hotay ha wo prodit ma chlay islay phlay trading seakh lay phr trading krna chjahiye
                    • #145 Collapse

                      g ha yahe to samajdari ke bat ha bai ke ap pahle forex ke bare me sekhy phir is ko prcticaly demo per kare jab demo per trding achi hony lag pare tab real account ke taraf aye yahi sahi hiqmate amli ha....
                      • #146 Collapse

                        Jee bhai jan forex trading business may kamyab hony k liye pahly ap ku is kam ku sekhna ur is k bary may knowledge hasil karna buht zaroori hy q k agr ap aisa ni karu gy tu ap ku loss hu ga ur phr ap ku koi faida ni hu ga aik tu ap ka time waste hu ga ur dosra ap k paisy b.
                        • #147 Collapse

                          Dear member ap nay mery dil ki baht share ki haa.waqi nuqsan kay bahd toh hr ko sehk jahta haa ya forex trading ko chor jahta haa es liya bahter haa kay loss karany sah phaly forex trading ko achi tahra learning kar lahin tah kay loss ka chance hi kahtam ho jahyn.kiya kiyal haa ap members ka?
                          • #148 Collapse

                            yar hame koshish karni chahie ke ham pehle hi trdaing seekh len kun ke is ki waja se hame bohat sara loss ho sakta hai or hame apni galtion par pachhtana pare ga
                            • #149 Collapse

                              Jee apne bilkul sahi samjha aur ek dum theek baat kahi hai k pehle hamein khud sekhna chahie FOREX trading ko phr uspe trading start krni chahie isi tarah hum nuksaan se bhi bach sakainge plus apna experience aur mazeed bhara sakainge
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                ji bilkul ap ne bohat achi bat ki mai samjhta ho ke forex mai first learning important ha kun ke forex ko ap jab tak theak se learn nahi kare ge to ap ko forex samjh nahi ae ga or samjh nahi aya to ap bilkul kam nahi kar sakte forex par

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X