Forex trading ko Pehlay Sekhnaa nuksaan honay K baad Sekhnaay Say behtar hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    bikul forex trading ko pehle he seekh lena chaiye kuin ke aap ko pata hona chaiye ke is market mai risk ka factor envolve hota hai aur trading kerte hoe aap ko koish kerne chaiye ke aap pehle he apne knowledge ko increase kerlen.ouske baad trading kerhe.thanks.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      janab app na sahi kaha hay ka forex ko pehla sikhana theak hay ku ka is tarha app ko is ka bara ma knowledge ho ga or app sahi malumat ka sath acha kam kar sako ga
      • #93 Collapse

        Jee apne bilkul sahi samjha aur ek dum theek baat kahi hai k pehle hamein khud sekhna chahie FOREX trading ko phr uspe trading start krni chahie isi tarah hum nuksaan se bhi bach sakainge plus apna experience aur mazeed bhara sakainge....... HMKO INFO DENI CHAHIYE JINKO INFO NI HY TAH K WO B KAMIYAB HO
        • #94 Collapse

          صحیح جی ہاں ہم زیادہ سے زیادہ سیکھنا چاہئے اور زیادہ سے قبل ٹریڈنگ شروع تمام تاجر کے لئے بہت اہم ہے تاکہ سیکھنے، غیر ملکی کرنسی کے شروع، تو ہم سیکھنے کرنا چاہیے، تو پھر ہم اس سے کامیابی حاصل کر سکتے ہیں اور بھی ہم سب سے بہتر منافع حاصل کر سکتے ہیں اس سے.
          • #95 Collapse

            ji han dear apko ziyada se izyada demo account par practice karni chahiay iss se ap bht acha seekh skte hain or meray khiyal mein to insan apni ghaltipon se jald seekhta hay iss liayapko risk le kar tarde be sath jaari rtakhni chahuiay.
            • #96 Collapse

              bhai maina bhi yehi kahuga k pehle ap ko forex seekhni chahiye phir us k bad ap ko loss ni hoga.agar loss huwa bhi to ap bardasht kar lo ga.lekin pehle hi bohut ziada loss ho gya to ap bardasht ni kar saktey ho...
              • #97 Collapse

                ok good a akal mand hn to hma yahi chahiya ka is ma real trade start karna sa phla is ki demo account pa practice kar ln us ka bad is ki trade shruu klra keo ka gar hum log phla practice kar la to hmara .....
                • #98 Collapse

                  g ahn dost apnay bilkul theek kaha....forex trading main learning bhut ziyada zaroori hai.....humain trading start karnay say pehlay uskay baray main completely paat hona chahye warna humain trading karnay kay baad musihkil ho sakti hai...........
                  • #99 Collapse

                    jee bilkul bhaai mae apki baat se bilkul sehmat hoon k hamen forex istemaal karne se pehle usko achay se seekh lena chahyie takay hamen agay nuqsaan na uthana paray. warna agar hum bina seekhey kaam karenge tou buss loss main he jatay rahenge... so its better pehle seekh len....
                    • #100 Collapse

                      asslam oa likum dear's yes dear forex ko humy star ma he sikh laan cahye kyoo ky bad ma loss na ho. is liye forex ko join akrny sy pahly ache tarha learn be karna cahye our bad ma as ka exprence and knowledge be hasil kar lana caye.
                      • #101 Collapse

                        trade start karna sa phla is ki demo account pa practice kar ln us ka bad is ki trade shruu klra keo ka gar hum log phla practice kar la to hmara lia loss ka chances bht kaam ho jata hn.ham bas forex mai pesa kamana chahte hain to bina learning k hi forex mai enter hojate hain or jab loss hota hai tab khyaal ata hai
                        • #102 Collapse

                          kisi bhe kaam ki agr phly practice kar li jaye to wo kaam bad ma asaan ho jata ha. or hamain loss bhe nhe hota ha. isi tarhn forex business ma bhe success ko get karnay k lye hamain phly forex business ki practice karni chaye. is k mutalik har knowledge ko get karna chaye. or is k sath sath market ka analysis bhe karna ana chaye.
                          • #103 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: imihina07 پيغام ديکھيے
                            mai to hamesha yehi kehti hun ke apki best teacher apki losing money hai..kyuke jab ap haartey hai to apko akal ati hai ke akhir apne kitnaa loss kardiya hai aur ab apke pass siwaye fight karne ke ailawa kuch nahi hai!
                            i Think market Say badla lenay Ki Koshish karnay Walay Traders Apnay Account bhi blowup karwaa letay hain,Agar Achi Tarah Say Analysis Kar k possition open Ki jaye Tou Sawal he nahn pedaa hotaa k zyada loss ho Balkay 80 % Profit k chances Bhi hotay hain
                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Waqar Ahmed
                            apka sawal bht achy hy bilkol apne sahi kaha hy humein firex ko sekhan chahiye q k agar hum sekhen ge nhi tu hum yahan ache trader kabhi nhib ban skte hen our bina sekhe humein loss bhi ho skta ha isliye demo account is the best to training.
                            bhai main nay Sawaal Tou Koi kiaa he nahin :D
                            اصل پيغام ارسال کردہ از: talha851 پيغام ديکھيے
                            ye bat bhi shi ha k bad mn seekhny se bhtr ha lekin bad mn seekhny waly bhi loss mn jaty hn zaroori nhi ha k bad waly profit mn hi jain..

                            loss k baad Asal trading Sekhnay ka Amaal shoro hotaa hai,Sirf un K liye jo Forex k liye Crazy hon,meri nazar main ye World Class buisness hai or is Main pehlay damagh khapanaa nuksaan honay K baad sekhnay say kaheen behtar hai
                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rapperfz
                            hahah a bilkul thk kaha par mera khna yeah hy kay jo pehly sekho gy wo itna acha nai sekha jay ga j kay jo bad mya sekho gy wo kamal sekha jai ga kuky thokar lgy ho g apko isi waja sy kaha hy dear thankx

                            Bhai thokar lagnay K baad tou har Koi Sekhnay Ki Koshish kartaa hai,Tou behtar hai k Shoro K 1 year Sirf Learning KArni Chahiyee na profit ka Sochain na Loss Kaa
                             
                            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                            • #104 Collapse

                              Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading ko karnay say pehlay seekhna chaheye takay aap loss say bach saken aur agar loss kay bad seekha to nuqsan bi uthana parega aur aap bhi disappoint hongay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                haan forex trading ko seekh kr krna chhaye is se acha hai k nuqsan ho apko isy phely seekh lena chahye phir is mein kadam rakhna chahye kiun na seekh kr krne se na sirf apko time waste hota hai bal k apki mehnat jo ap is forum mein bonus lene k liye krty ho wo bhi waste jati hai puri mehnat beqar jati hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X