Strategy ko waqat aur halat ke sath change hona chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strategy ko waqat aur halat ke sath change hona chaye
    Kia ap is bat se ahtafaq krte hein ke aik hi strategy har bar kamyab nai hoti koun waqat aur halat change hoty jate hein jis ke wjh se strategy ka mayar bhi up hona chaye agr ap market ke sath khod ko adjust nai karen gy tu is business main problem ko face karna pary ga,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji Bhai bilkul stretgy waqt aur halat k sath change krni prti ha.koi bhi professional trader kbhi bhi aik stretgy p Kam Ni krty blky markit m changing k sath unki stretgy bhi change hoti ha tb he wo profit gain krty hen.
    • #3 Collapse

      Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai strategy hameesha market ko dekh kar hi banai jati hai jaise market ki position ho gi waise hi strategy banain gay tou aap ko profit ho ga warna loss kay chances barh jayain gay aur aisa nahin hona chahyea
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Market Kabhi Ek Jaisi nahi rehti isme changing hoti rehti hai isliye Apne Apne strategy ko bhi market ke sath sath update karna hai aur change karna hai market ke follow karke Apne Yahan Par Apne strategy ko banana hai aur ISI Tarah se kaam karna hai trader Hamesha market Se Khud Ko update rehta hai aur Market mein kya ho raha hai wo Sab usko Maloom hota hai aur aap ne achha trade banne ke liye market Se Khud Ko update Rakhna hai aur apni strategy ko market ke sath sath modification karte rehna hai

        اب آن لائن

        Working...
        X