Economical indicators & Forex trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai jaan agar hum apny terminal main indicators ko bhe use kar lain ta k hum is main market and us k trend ko achy se samjh saky and in indicators se bhe hamain trade main bohat he zayada help milti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      economic indicator he market ko chaltya hai aur es ki waja se he market move karti hai aur acha profit be hai aur loss be ak currency ka effect dosri pe zaror part ahai
      • #33 Collapse

        Yar ye jo aap nay thread post ki hay ye to intni zyada technical hay keh meri to samajh mai hi nai aye keh keya comments karoon, abhi to main trading seekh raha hoon, ho sakta hay keh in future main bhi is ko samajhnay ka qabil ho jaon, future main ye post lazmi mujhay faida day gi,
        • #34 Collapse

          forex trading main aap jab trading kartay hain to aap ko market ka poori tarah jiaza lay kay trading ki jati hay iss main mukhtalif kism kay indicators use kartay hain woh indicators direct news kay sath sath chal rahay hoatay hain un ko judge kar kay trading ki jay to aap ki trade prfofit main badal sakti hay
          • #35 Collapse

            hi. jee ha ncurrency ki tradn gmein hum ek cureecny ko buy karty hai n dosri ko sell karty hain hum mukhtalif mumalik kay halaat daikhkar un ki currencies ko buy y sell karty hai yehe tradin ghain.
            • #36 Collapse

              g bhai g ap ny bht e achi bat yahan py share ki hy hm sab k sath mn apki bat sy agree krta hon ordosori bat ye hy k ap jb forex trading mn aty hn tu phir apko econmimc analysis ka bhi dhyaan rakhna prta hy dosto q k ye economic aalysis bht ahm hota hy trading k liye . O dosto :) good luck
              Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
              :) MR. TRADER :)
              • #37 Collapse

                g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading busienss men success hasil krny ky liy economical indicators ka use krna boht zarori hy indicators forex men important role play krty hen long term market ki perfect direction indicators btaty hen bagher indicators ky ap market ka trend nahi bta sakty
                • #38 Collapse

                  Sir forex trading may ap economical indicatior ka bohat hi aser hota hai isi ki waja say aap logon ko kis pair may trading kerni hai is say apko pata chalta hai ye bohat hi zaroroi hai jo log expert hai wo sab dekh ker hi kaam kertay hain
                  • #39 Collapse

                    Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hyvyahan per apna economical indicators ke vare mai pocha hy bhai g mai is mai ubi new hon mhai is ka pata nai hy
                    • #40 Collapse

                      dear treand to bahut ziyada hain lekin koi faida nahi hai ye aik risky buiness hai si ko khud hi learn kreo aur analysis kia kro phir aap success ho jao gay ye aik acha buiness hai is ko kahein bhi kia ja skta hai
                      • #41 Collapse

                        forex me mene abhi tak to bas technical indicators he use kiye hain wahi mujhe sab se sahi lage hain news ko wese me na zada dekhta hon na he un per trading karta hon me bas technicals ko zada follow karta hon news ke indicators bohat kam he use kiye hain mene .
                        • #42 Collapse

                          meri nazar main economic news humery pass ati hain but humery pass koi easi indicator majood nahe hy jo k ache direction like technical day to technical knowledge app k pass hona zeada best hy
                          • #43 Collapse

                            bilkul sai forex mai pair bany hoty hain in mai sy hum aik ko buy or aik ko sell krty hain hmy chahiyeh jaisy gbpusd or eurousd agar hmy lagy k usd strong hu raha hai tu humy in 2nu pairs ko sell kry gy tu profit hu ga or usd weak hu tu hmy buy krny chahiyeh
                            • #44 Collapse

                              Economic indicators bht ehem hote hen inhi ki bunyad pe app trades lagate ho achi and then app agey barhte ho so mere khyaal se hume chaiye k hamesha hamesha behtreen trades k zariye hhi agey barhen and economic indicators k through fundamentals sekhne me madad milti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Economical indicator ka thek se pata to nahe hai magar humen chaye k hum jb bhe trade lagayn to indicator ka use lazmi karen is se hum ko market ko watch karne me bhot asani hoti hai sb se best indicator RSI hota hai jis ko me her trade me use karta hun or karne chaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X