aik news sary annaylsis ko ly doobti hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik news sary annaylsis ko ly doobti hy.
    Bahut logo ka khial hy k sahee annaylis sy ap forex main profit kma sakty ho per ye bat bi sach hy k aik news annaylsis k liy kafi hy k un annaylsis ko ghlt sabit kr dy ,ap log kia kehty ho ,?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G ap ny thek kaha ha news market pe high impect dalti ha or market ki movement tezi se hony lagti ha yahan tak agr agr ap trading lety hain to ap ko 2/300 pip ka profit ya loss ho sakta ha or ye bohat riski hota ha experts ki advice k mutabik news time pe trade ni krni chahye
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Musakhan پيغام ديکھيے
      Bahut logo ka khial hy k sahee annaylis sy ap forex main profit kma sakty ho per ye bat bi sach hy k aik news annaylsis k liy kafi hy k un annaylsis ko ghlt sabit kr dy ,ap log kia kehty ho ,?
      Dear mera aapko mashwara ha k jab bhe analysis karo to pehly news ke timing daikh lo. Agar koi news aa ri ho to us ko analysis main shamil rakho aur behtar yehi ha k news k baad he trading karo. News ke trading enthihaai khatar naak hoti ha
      • #4 Collapse

        Billuk Bhai news ka bht important role hota ha markit ko increase aur decrease krny m.jo log news ko dekh k trading krty hen wo BHT km loss m jaty hen keun k trade jb bhi analysis krny k bd lgai jati ho to wo maximum profit he deti ha.
        • #5 Collapse

          Yes ye bat bilkul thek hy Ky aap chahy kitny hi experience wally hoo jab news ka effect parta hy tu aap kA experience analysis ghalt ho sakta hy mera aap sab ko yehi advice hy kay aap news ky time trade na kia karo agar aap ka phelly lgi hoi hy tu aap ossy news ky phelly phelly close kar day ye aap ky lye sahi rahy ga kio ka oss wakt market kahi bhi ja sakhti hy....
          • #6 Collapse

            Gee haan bhai aap ne bahut achi baat ki hai kay analysis ki uss waqt koi aehmiat nahin rehti jab koi news aajati hai aur news market ko aisay badal deti hai jis se bahut saray logon kay account wash ho jatay hain aur kuch ka bara loss ho jata hai
            • #7 Collapse

              ge han hemin apne forex trading mein wqt ke ahmiat ko smjhna he aur hm ko apne market mein ane wale sb news ko ache trah se analysis krna hota he aur hm apne forex market mein jo teze ate he aur market mein up down boht ho rha hota he to yeh sb in news ke waja se hota he
              • #8 Collapse

                Re: aik news sary annaylsis ko ly doobti hy.

                Assalamu Alikum

                Market main haar roz trading pairs say related koi na koi news chal rahi hoti hein Jis ma say zayda ter purani b hoti hain jin per ager hum ankein band kar kay amal kar kay trade lagaty hein to 5 min kay ander ander humara account wash ho jata hai ya ager humein already profit huwa ho to wo sara loss main chala jata hai es liye news per trading karny say pehly news ko deeply analysis kar liya jaye aur us kay bad he koi acha decision liya jay.

                Thanks
                • #9 Collapse

                  Re: aik news sary annaylsis ko ly doobti hy.

                  Forex 1 online business hai Ham ghar mein baithkar iska kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi Office per jaane ki jarurat Nahin Hoti Ham mehnat karte rahenge To Hamen kamyabi Hasil hoti Rahegi Forex Ko samajhna Ek Din Ka Kam Nahin Hai ismein UK or USA contries inlvove hain forex paksitan mai legal ban cuka hain yaui aik legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: aik news sary annaylsis ko ly doobti hy.

                    G han bilkul sahi kaha apne hamryi tarf se ki gy taman tar analysis pe pani pher jata hy jub hum new me sunte ki yeh chez market me down ja rahe hy.jesa en dono logo ki ky gy crued oil k bare me analysis aur jin logo ne crued oil par trade lga rakhi tu woh sara ka sara kam analysis taman par pani phr chuka hy
                    • #11 Collapse

                      Re: aik news sary annaylsis ko ly doobti hy.

                      Dear Aksar Aisa Ho jata hai lekin Hamen koshish Karni chahie ki agar Ham analysis market Ka Kar Rahe Hain To Apne analysis ko fundamental aur technical donon Tarah Se karne ki koshish karen Jitna Ham donon analysis per focus Karenge utna Hamare liye apni trading ko successful banana Aasan Hoga Agar ham just technical analysis per focus Karenge To Ham news ki vajah Se Apna nuksan kar sakte hain lekin Agar Ham fundamental ko Sath Lekar Jaenge To Ham use Ho Ya Na Ho Achcha fayda Hasil Karenge
                      • #12 Collapse

                        Re: aik news sary annaylsis ko ly doobti hy.

                        G hn bilkul ap ny thk kaha kbi kbi analysis b galt sabit ho jaty hn q k jb news ati ha to wo hmary analysis k mutabiq nhe hoti ha or is trah hmara analysis wrong ho jata ha is lye hmen chahye k phly news any ka wait kren phr usk mutabiq apni trade open kren q k news kbi b wrong sabit nhe hoti ha is lye agr apko ache trade krni ha to hmesha news ko follow kia kren
                        • #13 Collapse

                          Re: aik news sary annaylsis ko ly doobti hy.

                          ap ki bat bilkul thek hai. Forex main high impact news pori market ko distrub kar deti hai. is liye behtar yeh hai keh trade news k bad open ki jaye. High impact news market k technical analysis ko bhi fail kar deti hain. agar market ka analysis technical aur fundamental dono aik sath kar k trade open ki jaye to phir hamari trades k profit main jany k chances ziyada ho jaty hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: aik news sary annaylsis ko ly doobti hy.

                            Ya bat bhi such hy kbhi agr hum ko gilat new kio share ker day to hum ko bout zadia loss ay sakta hy for example hum ko signals mila k ya dollar sells ker ar wo sells ni ker na tha hum ko to ay gaw bout zadia loss

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X