Loss kabhi nai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Asalam O Alikum jee doston forex trading main profit ziyada hai or loss kam hai lekin ehtiaat sey kiun mainey jis sey bhi pocha forex main profit ziada hai ya loss to mujhey jawab mila hai dono
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      we must be always ready for the loss all time. Loss is an essential part of Forex trading. o it means you would be exposed to loss one time or another. But if you don't prepare for it then you would be shocked and may also suffer badly.
      • #93 Collapse

        Bhai jan forex trading ek buznes hy ..aur buznes ma loss,profit hota rehta hy..ap ka daust pta ni kis buniad pe keh rha hy..main ne to apne jis daust se bhe pucha hy us ne yahe kaha k wo yahan se profit k sath loss bhe kha chuka hy
        • #94 Collapse

          nahi bhai jaan asey baat nahi hai jo log bhai forex ko jion kartay hai sab ney kush na kush lose lazmi kiya hai aur hojata hai
          • #95 Collapse

            The only difference with respect to the inheritance of paternal and maternal grandchildren in Shia law is that the children of daughter take their shares from the share of their mother, while the paternal grandchildren represent their father, and consequently, inherit from his share. The distribution...........
            • #96 Collapse

              bhai forex ak aisa kam hain jis main apko loss bhi hota hain aur profit bhi hota hain.ap ko hamesha yeh ni sochna chahiye k apko loss hi hoga.ap ko yeh sochna chahiye k loss bhi ho raha hain to apko profit bhi hoga...
              • #97 Collapse

                aesa nahi hota her jaga loss or profit sath sath hoty hen apni knowledge or exprince se hum loss k chance ko kam zaror ker sakty hen jitna hamar exprince hoga utny knowlege ho ge to hum bhot acha profit gain ker sakty hen forex bhot acha on line business he
                • #98 Collapse

                  Forex aik bht risky business hai jis mei profit se ziada loss k chances hoty hyn or jinhen loss nahi hota unk pas trading ka acha experience hota hai or wo expert traders hoty hyn otherwise forex mei loss k bht ziada chances hoty hyn jiski vaja se newbies aksar apni amount loss kar jaty hyn.
                  • #99 Collapse

                    i think it is the possible in the only one way ,if you will work hard and hard and try to trade in the more batter way ,then it is the possible that you may collect the more profit then the loss that is why it is possible dear
                     
                    • #100 Collapse

                      Har trading mei profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai. Aur ye sab trading ka hissa hai. Loss hone pe humain afsos nahi karna chahiye balke aur zyada mehnat karni chahiye ta k next time phir se humein loss nahi hojaye. Profit and loss is a part of life, we should live with it.
                      • #101 Collapse

                        forex trading me agar aapko bahut sara profit karna hai to apako bahutsara profit karna padega matalab ki apako kabhi loss hi nahi karna hai is liye apako bahut h sambhal kar trad karna padta hai agar aap bina soche samje trad lagate hai to aapko loss hi karta hai is liye sambhal kar trad karna hai tabhi aapko kabhi loss nahi hoga
                        • #102 Collapse

                          dear main aap ko ya baat aaj clear karna chata ho k forex mein loss us time hota hain jab hum blind trading karta hain. aur forex mein jo bhi achy planing se trading krata hain aik tu wo bhut confidence ho kar trading karta hain aur dosra bhut ziada earning karta hain . forex mein achy planing se aap achy trading kar skta hain.
                           
                          • #103 Collapse

                            assalamu alaikumm dekhein brother i am not satisfied with you trader chahayein jitna bhi experienced or skill full hi kiun na hon lekin wo kabhi na kabhi to galti zarur karta hain jis ki waja se usko loss hota hainyeh bat to mumkin hi ni ka koi aesa trader bhi hain jis ko kabhi loss hi na hua hon
                            • #104 Collapse

                              ok sir forex trading men loss kab hota he unoh ne kaha ke forex trading men loss ho hi nai sakta .... loss ki tou baat bi nai forx trding men darasal mujhey istrah lagta he ke unoh ajtak loss nai khaya jiski wajah se wo ye kehrahe hen ap kia kehte hen ? ............
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Dear friends yeh bat sahi nahi hai k ess main loss nahi hota ya kam hota hai Lekin loss apni ghlti ki wajah se hi hota hai jo k ek trah se nuqsaan deh bat hai jis ki wajah se app ko experience hot hai phir app ek achy trader ba jaty hoo...
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X