Two indicators k istemaal ka faida

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Two indicators k istemaal ka faida
    bohat sey traders ka suna ha kuch youtube pey videos bhi dekhi hen wo 2 indicators ko aik saath use krtay hen usko wo combination wagara kehtay hain 2 se kasay faida len kuch bataiye ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bahi is ka tu muja maloom nahi laken mai ya kah sakta jon indicator jatna marzi use karain laken martket ki strtagy pr zayda control nai kr sakta os ki waja ya hai ka indicator serf ak stretagy ka lia use hota hai laken agr market ki stretagy change hoi.tu ap ka indicator kam krna chor sa ga.
    • #3 Collapse

      Dear meray kheal main to humean aik he indicator use kerna chahy koin k do indicatorconfuse karean gy app ki baat bhe theek hy may b app k leay useful hoon but main nahe smjhta k do indicators ka koi khas faida just RSI ko use ker k appp acha profit ker sagty hain
      • #4 Collapse

        agar trading me 1 se zeyda indicators use key jaye to traders confuse ho sakty hey, har indicator app ko different signals provide karta hay, signals key sath khud be market ko technically analysis karna zarori hay.
        • #5 Collapse

          Forex trading main waise toh indicator both se hai lekin agar aap ek Waqt Mein Do indicator Lagana chahiye aapko Jyada Se Jyada fayda bhi ho sakta hai indicator Khabar Sahi nahi hota agar Hum indicator ki Mann Kar Chale Tujhe Main Har Baar profit nahi de Sakta ISI liye Hame Khud Apne experience se bhi Pata Lagana chahiye KR Market girlfriend kahan tak Ja sakta hai
          • #6 Collapse

            Kafi traders combinations ya pair bana kar trade kartey hain aur us sey kafi acha profit kama letey hain. indicators aap ko market determination mai kafi helpful rehtey hain aur aap is ko use kar k right position pey entry aur exit bhi ley saktey hain
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
              bohat sey traders ka suna ha kuch youtube pey videos bhi dekhi hen wo 2 indicators ko aik saath use krtay hen usko wo combination wagara kehtay hain 2 se kasay faida len kuch bataiye ?
              Agar Hum 2 indicators Ko Dekhkar market ka trend Jana Ne ki koshish Karenge toh usse Hame fayda hoga Agar Hum 2 indicators Ko Dekhe aur usne Hame Jada signals Mil Jaye to decide ker k trade lgain
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Aksar traders ney 2 indicators lagaiy hotay hain jasay RSI use kartay saath moving average lagaya hoga asa hota hay lakin mera khyal hay humay asay nai krna chaye 1 indicator pe aik time focus keya jay ussi ko samjha jay achi help hogi
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  two indicators asya lagaiay jatay hain maine khud use nahe keye lakin dekhen hay moving average upar chart mei lagaya aur down side sath RSI bhi set krlya dono mei jab confirm entry hoti ha zyada achi help milti ha
                  :p Yes You Can Do :p
                  Honesty + Sincerity = Prosperity
                  • #10 Collapse

                    Har trader ki apni ak choice hoti ha humean aik he indicator use kerna chahy koin k do indicatorconfuse karean gy app ki baat bhe theek hy may b app k leay useful hoon but main nahe smjhta k do indicators ka koi khas faida just RSI ko use ker k appp acha profit ker sagty hain.jo bhi best lgy wohi trader ko krna chye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      uja maloom nahi laken mai ya kah sakta jon indicator jatna marzi use karain laken martket7 ki strategy pr zayda control nai kr8 sakta os ki waja ya hai ka indicator serf ak stretagy ka lia istwmaa hota ha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X