emotinal behaviour effects the trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotinal behaviour effects the trading
    Forex trading mn jab bi kam kia jae cool minf k sath kam kia jae kun k ap jab bi emotional hn ge tu zaroir loss mn jaen ge is kie ap jab bi trading karen effective aur cool mind k sath karen ,ap puzzle na hn aur greed ka absar bi qareeb na ane dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
    Forex trading mn jab bi kam kia jae cool minf k sath kam kia jae kun k ap jab bi emotional hn ge tu zaroir loss mn jaen ge is kie ap jab bi trading karen effective aur cool mind k sath karen ,ap puzzle na hn aur greed ka absar bi qareeb na ane dain
    Trading Mein traders a emotions bhi bahut important role other karte hain aur jo traders trade karte waqt Apne emotions ko control nahi kar sakte wo acchi trading nahi kar Pate
    • #3 Collapse

      Brother aap ki baat bukal theek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k trade kraty waqat cool mind ho kar aur emotion ko control bhot zarori hay aksar trader apna emotion ko control na karna ki waja sa trade main lose kar jatay hain
      • #4 Collapse

        Assalam o alaikum.
        Emotions ka trading main bht ehm makam ha agar koi trader apny emotion ko control ni kr sakta us k lia trading main phr kafi sary problems aty hain aksar daikhny main yehi aya ha keh log is waja se he loss kr baithty hain keh unka apny he emotions pa control ni hota.
        Thanks dear members
        • #5 Collapse

          g nahi ya tu lazmi hai k trading soch samaj kr karain warna loss ho ga or passion ko control karain kiun ka passion s kam bigjrat hai or business mai bi disturbing pida hota hai
          • #6 Collapse

            G haan brother forex aik business hy our ye wesay bhe risky hy to jo jald bazi our phanik k sath us ko kerta hy to wo ager phely loss ker raha hy to pher mazeed loss ker dita hy to humean forex ko cool mindk sath karean gy to pher he sahe time py sahe decision ker k forex main acha profit bna pain gy
            • #7 Collapse

              han je bilkul trading krte waqt humara mind he present ni hoga to hume confirm loss he milega hume emotionally bht strong hona parta hai acha trader banne k lia hume apni personal life and trading dono ko alag alag lekr chalna chahe warna hum zada agay ni ja sakengay es behtareen field me.
              • #8 Collapse

                Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai emotions per control forex mein bahut hi zaroori hai kyun kay agar emotions ko control nahin karin gay tou loss kay bahut zayada chances barh jatay hain jo aap ki trading ko effect kar sakta hai
                • #9 Collapse

                  g han emotional factor ap ki trading par bohat zada asar andaz hotay hain jub ap emotional hotay hain to ap bohat zada wrong decision letay hain jo kay loss ka sabab bantay hain is liey ap ki baat theek ha humainy cool reh kar market me trading karni chahiey jub ap cool or bina fear kay trading karay gay ap kay success honay kay chances barh jatay hain ap agr emotionnal ko control karay gay to koi mistake se loss nehi ho ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    yes dear bro aisa hi hai agar ap forexr trading men emotionally kam karty ho to phir ap ko loss ho sakta hai agar ap forex trading men aram say kam karty ho aur kam profit men hi razi ho jaty ho to ye ap k liye bahut acha hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X