overconfidence is a big reason for loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    overconfidence is a big reason for loss
    forex trading mein loss ki kuch reasons hoti hain jin mein kam knowledge,laalach,jaldbazi etc aur unhi mein aik barri wajah overconfidence bhi hoti hain jiski wajah sy trader laalach bhi krta hy aur jaldbazi bhi to ye aik tarah ki main reason ho gi so plz avoid to be overconfidence in trading
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    You are right bro hamen trading se overconfidence ko avoid krna chahiye q k jab ham trading men over confidence k sath trading krte hain to market hamare against bhi ja sakti hai jiski waja se hamara kafi ziada loss ho jata hai so hamen trading men aisa bilkul bhi ni krna chahiye aur apni trades ko apni stragty aur experience k sath krna chahiye.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum.
      G han over confident hona aik takabar ki alamat ha banda blindly har cheez pa tukka laga raha hota ha forex trading main overconfidence hona zaroori ni balkeh experienced hona zaroori ha is lia over confidence se door rahen aur apni trade experience ki bunyaaad pa kren. Thanks
      • #4 Collapse

        bahi ap ki bat theahk hai over confidence tu kahin bi nahi chalta jahan over confidence ho wahan loss hota hai is lia overconfidence ki bajya experince or analysis s zayda kam lain ta ka bar loss s bach sakain or or profit hasil ho
        • #5 Collapse

          I agree with you k jb bhi hm overconfidence ho k trading kren ge to loss he ho ga.keun k overconfidence m hm bghair sochy smjhy jzbati ho KR trading krty hen Jo k hmary liye loss ka bais bnti ha.m khud apna kafi loss KR Chuka hun.
          • #6 Collapse

            G bhai ap ny bilkul sahi kaha hy k trading k dauraan jin traders ko loss hota hy uski koi na koi reason zroor hoti hy jin mein sy aik reason overconfidence bhi hoti hy aur ye kuch traders k account tk wash kara deti hy keun k trader jb overconfidence hota hy to uski sochny samajhny ki hiss kamzor ho jati hy
            • #7 Collapse

              Professional aur expert traders emotions pey control rakh k hi trade kartey hain na wo overconfident hotey hain aur na hi nervous just experience use kartey huey trade kartey hain q k dono hi situations mai aap ki thinking ability sahi kaam nahi karti aur aap trading ko theek sey nahi sooch pa rahey hotey.
              • #8 Collapse

                G bahi apko trading k doran apny emotion py control ho or ap ko ksi tim b overconfident ni hona chahiy or apny experienc k sath market ki move ko smj k trade lgana chahiy
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
                  forex trading mein loss ki kuch reasons hoti hain jin mein kam knowledge,laalach,jaldbazi etc aur unhi mein aik barri wajah overconfidence bhi hoti hain jiski wajah sy trader laalach bhi krta hy aur jaldbazi bhi to ye aik tarah ki main reason ho gi so plz avoid to be overconfidence in trading
                  Ji Bhai bilkul overconfidence Hona trading ke liye bahut hi bura kyu Ke Jab Ham overconfidence CarTrade Karenge toh acchi Tarah Se trade nahi karenge aur overconfidence hone ki vajah se Galti Hain kar baithenge
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    g han overconfidance hamesha jo kam experience wala trader hoga wohi overconfidance py aey ga aur jab tak apko trade ki tasalli ni ho jati ap us waqat tak trade na karren aur zra sa b shak hoto trade ko chohr den aur apni tasalli k liay kisi sy mashwra kren.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X