Sara din rest aur sirf sham 3 ke bad trading very useful for profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sara din rest aur sirf sham 3 ke bad trading very useful for profit?
    Sara din trading ke ley busy rahny se bhtr hai ke aik hi trade sham 3 ke bad trade lga den ko apki sara din ki trading per bahri ho gi koun market main zaida tar changing asi time ati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Very nice info bro ap ny achi info share ki ha bar bar loss ki trade krny se zyada nuqsan or dushwari hoti ha so trader ko tb trade leni chahye jb market me fast movement ho or aik he trade ki sahi se confirmation k sath trade kr lena chahye is se mushkil bhi ni ho ge or trade bhi achi jai ge
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
      Sara din trading ke ley busy rahny se bhtr hai ke aik hi trade sham 3 ke bad trade lga den ko apki sara din ki trading per bahri ho gi koun market main zaida tar changing asi time ati hai
      Ji Bhai Ye aapne bilkul theek Kaha Agar Hum Sara Din rest kar ke shaam ko 3 Baje trade Kare Toh Hum kaafi profit bana sakte hain qk teen baje se baat hai market Mein acchi movement start hoti hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Apki bt se m agree krta hun k Sara din bnda rest kry aur sham k 3 bje trading KR k acha profit gain kry.apki bt m ye add krna chahun ga k sham ko 3 se le KR sham 6 bje tk markit jis trf movement krti ha to raat 8 bje tk continue usi side chlti ha so continue watching indicators after 3 pm.
        • #5 Collapse

          Bilkul achi aur sachi bst ki hai ap nay ke har waqat ki tradingbse bhtr se bnda rest karny ke bad achi aur strong trading karni chaye jesa ke ap nay kaha ke 3 bje sham ko tu is waqat market apny peak point ki tarf jany lgti hai hai us waqat trading main mza bhi bahat ata hai aur apko profit ke chance bhi hoty hein.
          • #6 Collapse

            g bahi ap theahk kah raha hain 3 ka bad markets open hoti hain europ ki kahs tor pr new York ki jis ki waja s market mai bohot tazi ati hai or jis ki waja s ap earn kr sakta hain or loss bi ho sakta hain thanks
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
              Sara din trading ke ley busy rahny se bhtr hai ke aik hi trade sham 3 ke bad trade lga den ko apki sara din ki trading per bahri ho gi koun market main zaida tar changing asi time ati hai
              Forex trading main train karne ke liye Shyam ka time achha hota hai aur Teen Baje ke baad market ki Kafi news Aati Hai Jis Se Hame trading karne mein help milti hai aur hum Thode time mein jyada profit bana sakte hain
              • #8 Collapse

                bhai ye baat to theak akhi hn ke ap sara din aram krey because jitna zyada fresh midn hota hn bandey ko trading me utna hi zyada interest ata hn aur osko proft ke chance bh zyada hotey hn becuase oska six sence bhi kam krta hn lekin 3 ke bad trading bhi achi cheez hn because america 5.30 k bad ata hn :)
                • #9 Collapse

                  g bhai is mein koi shak nhi k 3 pm k baad market kafi fast hoti hy jiski wajah sy trading ziada behtr hoti hy aur sara din market dekhny sy behtr hy k 3 k baad trading ki jaye aur din k waqt apny doosry kaam kr liey jaein keun k mrng time mein market kafi slow hoti hy
                  • #10 Collapse

                    Great bro....AP ny achi bat share ki hai..apki post SA kafi faida ho ga...
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Bilkul g ap sahee keh rahy hain k forex trading k business ko ap sirf aik ghnty time dy k munasib profit kama sakty ho aur forex trading k elawa koi aur is jaisa business itny short time main apko profit ni dy sakta jitna forex ka business apko deta hy to main to yehi kahoo ga k forex trading k business sy acha business koi doosra ni hy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X