Big events effect the forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Big events effect the forex market
    Generally ye dekha gia ha k jab bi koi dunya mn big event hota ha jaisa k shinghai tawon tanzeem ijlass American korean policy and other events that make great effect on forex market, in event k babad market mn bahut zayada veriation ati ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bahi ap theahk kah raha hin events or news ki waja s bohot zayada market mai changing atti hai up and down hoti hai market kahs tor pr jab press confrence hon american trump ki tb bi market up and down hoti hai
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
      Generally ye dekha gia ha k jab bi koi dunya mn big event hota ha jaisa k shinghai tawon tanzeem ijlass American korean policy and other events that make great effect on forex market, in event k babad market mn bahut zayada veriation ati ha
      Yes bro es ko big political events ya phir political changes kahin gy jis ka asar forex pe parta hay. Aur daikha jaay to ye cheezin he zayda forex ko affect karti hain. Har mulk ke political situation us ke econmy par asar andaaz hoti hay.
      • #4 Collapse

        G bhai hr mulk ki courancy is os k mulki halat oy deoand krti hy aur ap sub ko pata hy dollar aik international courancy hy to ais ka to auto py asar ho ga
        • #5 Collapse

          g bhai bilkul aisy hi hota hy jb bhi dunyia mein kisi qism ki political ya economical changes aati hain to uska asar forex market py zroor parrta hy keun k jitny bhi traders hoty hain woh in cheezon ko deeply observe kr rahay hoty hain aur phir ussi hisaab sy investment ya trading krty hain
          • #6 Collapse

            big events trading mai kafi impact rakhtey hain aur news aur event happening sey market kafi swing hoti hai aur up and down movement start kar deti hai specially agar ye event USA sey related ho because Pakistan generally deals in USD.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
              Generally ye dekha gia ha k jab bi koi dunya mn big event hota ha jaisa k shinghai tawon tanzeem ijlass American korean policy and other events that make great effect on forex market, in event k babad market mn bahut zayada veriation ati ha
              Big events Forex trading market pe bahut Asar daalte Hain Jessica Korea aur America ki meeting SEBI copy Kochi sponsor Kiya ja raha tha lekin Unki meeting hone ke bawjud abhi market Mein Kuch Khaas Asar nahi pada
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                G bhai ap ny sahe kaaha hy jab koi baree meeting hoti hy tou uska asar parta hy koi bhee bara event ho market mein kafi halchal hoti hy aik daffa abhi bhee jab trump aur north korea ki saddar ki mulaqat hoi to market mein asar hova kyo k dollar mazboot hova
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Haan bhai ap thek keh rahay ho world main jo big events atay hain unka impact forex ki market main bahut ziyada hota ha. Hmain chaeay k hum poray saal k events lay nazar rakhain ta k forex market main anay wali abrupt changes ko jan skain. Forex news say agr intouch rahin to hmain kafi idea ho jata ha k kon say event ka kitna asar ho ga forex ki market par.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X