Aik pair per aik waqat main opposite trade lgana kesa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik pair per aik waqat main opposite trade lgana kesa hai?
    Friends kisi pair pr agr ap aik sath buy aur sell ke order lga dety hein tu is se apko faida hota hai ya nuqsan koun market ki move to ap aik waqat ke ley rok lety ho yehi aik tarf apko profit ho raha hota hai aur dosari tarf loss
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Friends aisa karny ko tu kia ja skta hai lekin is se apko faida nai a skta koun aik tarf jahan apko profit mil raha hai wahen per apko loss bhi a raha hai tu per faida kia howa sirf time zaia hi ho raha hai is ley aik acha analysis kar ke aik hi trade4lagein tu ap ke ley profit ka sabab bny is tarh ke kam karny se apko nuqsan bhi ho skta hai ke ap ki kbi kabar loss wali trade cencel bhi ho jati hai aik achi strategy bna kar us per amal karen aur trading se kuch acha hasil karen
    • #3 Collapse

      Dear is ko hedge strategy kaha jata hai jub ap aik he waqat ma equal size ki opposite traded lga dety hain aik he pair py agr to market range ma ho jesa ky ajkal gold ky sath hai to apko hedging strategy usr krni chye bht best rehti hai
      • #4 Collapse

        dear 1 pair me same time me opposite buy or sell orders agar ham laga be lety hey to es se na to profit ho ga ye strategy hamy us time use karni chaye jab hamy 1 trade me hamy big loss ho gia ho or be zeyda loss ka dar ho to same time me opposite trades open karny se account safe ho jata hay.
        • #5 Collapse

          Bhai iss strategy ko heading kahty hain ke ap ke agar ek trade ulty ho jae ab ap ko pata ho ke trade reversal ho sakty hai lekn us point se pahle nahe ho ge to ap wahn tak reversal trade laga ke faida len aur us ke baad again apne orignal trades ke sath atick rahen
          • #6 Collapse

            Dear is method or strategy ko heading kehty hain ye zyada tar experts use krty hain or is ko istamal krny ka koi khas fida ni hota han agr ap dono traf stop loss sath sath laga dain to may bhi ap ko profit ho ga
            • #7 Collapse

              Dear apka swal interesting ha bahut. Me aisi trade lganay k haq main nai hun aisi trading ka koi faida nai. Aisi trading ki example me apko deta hun. Aisi trading krna aisay ha jesay ap tootay huay bartan main pani daal rahay hon aik trf us main pani dal rahy ho doari tarf wo leak ho raha. Lehaza aisi trading ka koi faida nai ha
              • #8 Collapse

                Faeda ye hota hey k ap ko Account wash honay ka darr nae rehta agr koi unaccepted move ho
                Mgr is ko closely watch krna parta hey jb koi ek side py order profit mn jaye to market reverse honey sy pehly WO order close kr do phir second market reverse honay ke waja sy profit m Jana start ho jaye ga
                Mgr account balance kafi o shafi hona chahye
                • #9 Collapse

                  dear hedging aik aisi strategy hai jis ma ap aik pair pay agr ful lot size ki trade lgao bhi to bhi ap usi he pair py usi size ki opposite trade bhi lga skty ho isko hedging kehty hain is ma apka account spread loss ma jata hai baki na loss ho ga na profit ap aik trade ko profit ma jany do phr bnd kro phr dosri trade profitma any do.
                  Acha kaam achy daam
                  • #10 Collapse

                    dear is tarah ki strategy aksar scalpers hi use krty hain lekin is k liey zroori hy k apka capital bhi barra ho aur ap kam lot size k sath trading krein keun k jb ap take profit krty hain to doosri tarf apka loss chal raha hota hy aur apko us loss ki recovery k liey market k wapas aany ka wait krna parrta hy jis k liey capital barra hona zroori hy
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassy2015 پيغام ديکھيے
                      Friends kisi pair pr agr ap aik sath buy aur sell ke order lga dety hein tu is se apko faida hota hai ya nuqsan koun market ki move to ap aik waqat ke ley rok lety ho yehi aik tarf apko profit ho raha hota hai aur dosari tarf loss
                      Agar Hum trading karte huye ek hi baby Ek Sath by aur Sun Laga Dete Hain toh isko hedging kehte hain Yeh traders ki x strategy Hoti Hai Jis Se traders go market ke train Ka Pata Chalta Hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Hedging achi strategy hai aap apni trades ko completely control ker lete hain aur loss se kafi had tak bacha ja sakta hai agar aap ne hedging hi kerni hai to aap isko pehle puri tarah se seekhein, demo pe iski practice kerein aur jab pura concept clear ho jaye aur aap acha profit bana ne lag jao tab is ko real/live account per apply kero.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X