skills vs plaining?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    skills vs plaining?
    dear forum members kia aap bata saktay hain k forex main skills say ziada earning hota hay ya achi plaining karnay say?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mere khayal men apko Ziada see ziada planning achi karni chaie q ke is men daily target lot size entry point sab kuch a jata or skill bhi is men as jati Hy ye sab planning ka ark hissa hy
    • #3 Collapse

      ap ko achi trading karnay ky lye planing ka bhi khyal rakhna chaiye wo apki trading ki strategy mei eham role adda krti ha aur skills must chaiye ap ko best trader ky paas achi skills hoti hain jis se kamyabi milti ha
      • #4 Collapse

        Bhai aap ka sawal bahut acha hai aur aap ne logon ko confuse karnay ki koshish ki hai mere khayal mein skills se banda bahut earn karta hai aur planning bhi skill ka aik hisa hai kyun kay aap ki trading mein skills hain tou aap plan bhi kartay hain aur iss kay ilawah aur trading requirements ko bhi follow kartay hain iss lye skills
        • #5 Collapse

          My trading fellow appp ka acha question hy forex main success k leay dono chezain zarori hy app k pass achy skills hoon gay to ache planning ker k app ache strategy our experience k sath forex market main acha profit earn ker pain gay hard kerna ho ge pher he kamyaabi milay ge
          • #6 Collapse

            Bro forex me mery khiyal se dono ki ehmiyat barh char kr ha forex skills or plsning dono ki requirement krta ha agr planing ho lakin skills na ho to wo khas fida ni dy ga isi trha skills k sath bhi plsning ha
            • #7 Collapse

              dear brother skills to boht zaruri hn forex kay business mn aur planning to kici bhi business mn back bone ke hasiat rakhti hay, skills to agar proper planning kay sath use kia jay to fr is ka trading par acha impact parta hay
              • #8 Collapse

                apka bht acha questiion he sir. zidgi main hmesh wo bnda kamyab hota he jis ke pas koi na koi skill hoti he ye wo apne kam main ks hd tk mahir ya expert he. Next wo in skill ko use kr ke zidgi ke he maidain main achi planning kr ke apni skill ko bnyad mante hwe wo kamyabi ka sfr rwan dwan rkh skta he. Basically is ke lye hmain study bht ziada rahnumai krti he. Therefore abhi se apko apni aane wali nsl ke dekh bal krni cahye aur un pr nzr rakhni chahye. un ka acadamic career check krna chye un ke acadamic result ckeck krna chahye. Is main ab apko 9th class result, 10th class result ya metric class result check kr lena cahye. So that apko pta chl ske next generation main apki family ktni skiiled bn skti he
                • #9 Collapse

                  wo insan kamyab nahe hosakta jiskay paas kaam karnay ki achi skills na hon skills like abilities kisi bhi kaam kay lye zaroori hain forex trading aik specific business hay ap ko skills aur planing dono chaiye hoti hain
                  :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                  PLEASE VISIT HERE
                  • #10 Collapse

                    Bhai jan yahan tak mra kyhal hy both he zarori hain q k agr ap main skill hy lkin planing ni hy to koi faida ni aur agr planing hy to skill ni ho to ap ki planing ka kya faida
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      bhai kamyabi haasil karnay k lye ap ko skills ky saath planing b chaiye kyon ky agar ap ky paas achi planing he nahe hogi ky kasay ap ney manage krna trading ko then ap ki skills ki value nahe hogi
                      :p Yes You Can Do :p
                      Honesty + Sincerity = Prosperity

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X