"can you told us your strategy"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    my spouse and i think jaha tak mera khayal hai na maery strategy ye hay k me Equally forex me kam say kam yolume ki trade kartay ho or maybe Just like tara say mujy loss bhe kam hotay hay..........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      je haan forex mein kaam kartay howay planning aur knowledge se k sath kaam karay aur es mein kaam kartay howay greedy na karay ap k liye better ho ga thankful for question
      • #78 Collapse

        Forex trading main hrr trader apnay business kay leay apni strategy banatay hain jis kay taht woh trading kartay hain woh iss main apna experience istammal kartay hain
        • #79 Collapse

          Is amin best tareeqa trading ka ye hai kay humsimain mehnat karin aur dil laga kar kam karin is main kamyabi hai is its best startargy
          • #80 Collapse

            Dear friend aap ne aik acha sawaal poocha hai aap ne kaha hai k "can you told us your strategy" to mai is baray main youn kahoonga k mai updated strategies use krta hon.
            • #81 Collapse

              bhai jaan main koi perfect trader to hoin nai and main is main koi khas strategy use nai karta and jo bhe use karta hoin us ke waja se mujhy loss bhe ho jata hai and issi liye main abhe ap se share nai kar sakta.
              • #82 Collapse

                Assalam-O-Alaikum jii nahi jnab ye bat to ap ko koi be nahi bta sakta key wo is forex trading me kon sey tools aur strategies use kar raha hey aur ap ko kisi ki strategy sey koi faeda be nahi honey wala is liye ap khud is me mehnat karen.
                • #83 Collapse

                  g hn g forex aik esa business h ager hum iskop zadasezada smjhe tab hi jhhumj is m kamker kte hn forex aik buht hi acha business h nagwer hum is ko smjhe tab hi hum is m kamyb ho skte hn or is m kuch nban skte hn
                  • #84 Collapse

                    strategy banana achi cheez hai aur tkreban har admi strategy banta hai aap ka nadar aik zehan us ko utilize karain acha kaam ko bajaye us ki us ko aap zaika karain gir zarooir activies
                    • #85 Collapse

                      bhai me time frame ek use karta hoon or us par rsi ka indicator lagaya huwa jiss ko follow kar kay me trading karta hoon or muje profit and loss hota rehta hai loss lekin kam hota hai or profit zeyada mil jata hai forex ek acha work business hai
                      • #86 Collapse

                        Meri trading strategy ye he ke me ne 15 or 30 ki exponential moving average lagai hui he or jab 15 Wali moving average 30 Wali average ko nichay se cross karay tu buy or uper se cross karay tu sell.
                        • #87 Collapse

                          agar mujh ko strategy pata ho tro me sab se zarur share karon ga lekin abhi mere pas is business ki koi sahi strategy nahi hai is lye me yahan per posting kar ke he knowledge gain kar rha hon takey yahan se he seekh jaon is ko .
                          • #88 Collapse

                            Bhai hr trader apni knowledge or apnay experience k mutabik bnayi hui strategy ko use krta hai or us k mutabik trading krta hai.or mere khyal say trader ko apni hi strategy k mutabik trading krni chahiye or kisi other trader ki strategy ko copy nhi krna chahiye blkay apni khu say bnayi hui strategy ko use krna chahiye or usi k mutabik trading krni chahiye.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #89 Collapse

                              may aik student hun r abi yahan payn new hun. may filhal short term trading pay blv kr ra hun r may us pay invest krunga. may chahra hun jitna ho skay utna chota se strt krun takay experience hojae strt ka
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Meri strategy to oil ki he the our wo best the jessay last three month main ny ache earning ki the but jab us ko chora to boht loss hoa currency ki movement ko samjhna boht mushkil hy boht hard work ki zarorat hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X