Different Strategies Use Karnay Kay Faidy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Different Strategies Use Karnay Kay Faidy
    Dear friend agar hum different kisam ki strategies ko use karty huway kam karen gay to es trha hum market main mukhtalif kisam kay chances ko avail karty huway trading kar sakty jitnay ziada humary pass chances ho gay tab hum market main utna acha profit earn kar sakty hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bahi ap theahk kah raha hain ap ki bat theahk hai laken different stretagy ap ko ahni bi chaya na leaening lazmi hai or ya bi maloom hona chaya ka kon s stretagy kab or kasa use karain hai agr ya sab maloom ho jaya tu market ap.ka control mai ah jaya gi or ap ko loss ka samna kam krna para ga or earning zyasa ho gi
    • #3 Collapse

      Zyada strategies ko ik sat trading mai use nahe karne chaheye q k agar ap different strategies ko mix karengay tu personally ap buhot zyada confused hojaege k konse strategy workable hai aor konse nahe es leye apne strategy ko simple rake aor zyada tar ik he strategy par kam kare
      • #4 Collapse

        Salam dear.
        Bhai different strategies use krny k faidy bhi hain aur nuqsan bhi agar ap different strategies use kren ga to shuru shuru main apko shaid loss ho ga magar time k sath sath ap ko experience bht hasil ho ga aur ap markeet ki har position ko nazar main la sakty hain aur apki mazboot garip hi gi. Magar yeh sbh cheezen pehly analysis kren phr implement kren.
        Thanks
        • #5 Collapse

          agar hum different kisam ki trading strategies ko use karty huway trading karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur esmain humay chahiey keh ziada time bhi daina chahiey kyun keh time dai kar seekh kar esmain kam karnay main he faida hota hay tab he achi earning kar sakty hay
          • #6 Collapse

            ap ki baat theek ha humei mukhtalif kisam ky strategies ko apni trading mei azmatay rehna chaiye lekn ma samjhta hun koe aik strategy jo ap ky lye acha work karay usko ap apni trading mey hamesha follow kartay raho
            • #7 Collapse

              agar hum differnet kisam ki trading strategies ko use karty hwuay trading karen gay to hum bohat achi earning kar sakty hay aur humay esmain khoob mehnat karni chahiey kyun keh mehant kar kay he hum es field main kamyab ho sakty hay ye aik bohat acha aur behtreen business hay esmain sahi say time bhi daina chahiey
              • #8 Collapse

                han je bilkul humay different strategies use krni chaiye tabi hum kamyabi ki taraf agay barhain gay magar aik baat ye kay jo strategy ap ko faida dey suit karay uss mey zyada mehnat ki jay takay ap ko zada faida ho
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  mera khyal ye ha hamain trading mey different method ya strategies ko use nahe karna chaye jab ap aik kamyabi wali strategy bar bar success dey ossi ko follow karna chaye sab sey bahtar ha
                  :p Yes You Can Do :p
                  Honesty + Sincerity = Prosperity
                  • #10 Collapse

                    agar hum differnet kisam ki trading strategies ko use karty huway kam karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain business main achy say trading strategies ki practice karen gy to he hum market main achi earing kar sakty hay aur safe bhi reh sakty hay esmain
                    • #11 Collapse

                      Speciality of jitni Jyada aap planning use Karenge of course Planning can get revenue bhi jitne Jyada generate Ho payega
                      • #12 Collapse

                        bro learning k leye tu theak hy hum different strategy use kar sakty hy per better tu yahi hu ga k hum demo per palay different use kary but final ma koi si 1 ya 2 strategy per work kary becoz ziyda strategy change karny say loss ka ziyda chance huta hy.
                        • #13 Collapse

                          haan bhai apne thek kaha hame different stratgy pe kam karna chahe means agar apki 1 strargi nakam ho rahi he to ab dosri try kre dosri nakam he to teri iss tarah sy ap ko stratgis ka bhi pata chal jaye ga ke konsi stratgy apko faida deti he or konsi nuqsaan or apko experince bhi milta rahe ga .
                          میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
                          انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
                          وہ خود ہار نہ مان لے
                          Posts Ache Lage to please Click Thanks
                          • #14 Collapse

                            Right dear jintna ilam ho ga jitni strategies hn ge utna zyada trading me profit leny ka fida zyada ho ga strategies ko learn krny or bnany ki koshish krni chahye ta k analysis achi ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trdaing main trdaing karny se bahtr yahi hai k hum apni paning karen or palning k according trading karen es ka yah faida hota hai k ayse hmari trdaing main loss k chances boht kam ho jaty hain es liye hmain chahye k hum apni paning khud karen or apni startgy bhi khud se bna kar trading karen ta k hmain bhi sikhny ka moka mily

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X