Experience ho to investment kerni chay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experience ho to investment kerni chay?
    Dear members forex main humeri investment total risk pay hoti hai our kabhe bhe greed main aa k trade ker k app whole profit plus investment ko loss kr sagty hain to meri advice ye hai k forex main wo money invest karean gay jes say app ki normal life k oper koi asaar na parey our wo usi routine k sath chalti rahy extra money hai to wo app forex main investment forex main ker sagty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course experience ho to hamain trades karni chiay us kay ilawa hamain koshish karni chiay kay ham aisa koi trade setup na lain .jis main risk bot ziada ho.
    Means baz oukat trade setup main risk hota hai .
    Or aksar ham apna risk khud he increased kar daitay hain jis waja say hamain loss honay ka khadsha ziada hota hai.
    • #3 Collapse

      Yes of course hamain agar experience ho to tab hamain chiay kay trades karni chiay us kay ilawa trade na karain.
      Or different web site say Annaylis read kar kay trades laini chiay. Or hamain chiay kay jab bhi trading karain greed na karain risk reward ratio ko calculate kar kay trading karain to best rahay ga.
      • #4 Collapse

        Yes... experience tub ata hai jub Banda analysis karta hai...agr experience hai to investment karni chahya but start mein thori karni chahya...
        • #5 Collapse

          Ji ha aapne bilkul sahi kaha hai agar Hamare Paas bahut jyada experience hai to Hame tabhi Apne paise real mein invest karna chahiye Agar hum to get experience ke invest kar denge to hume last hone ka Khatra bhi hai ISI liye Hame Pehle experience Hasil karna chahiye
          • #6 Collapse

            Very good bhai jan bahot acha mashwara dia, men ap se 100% ittefaq krta hoon k jb tk acha khasa experience hasil na ko money invest na kren bal.ky bonus pe hi experience hasil kren ta k apki apni jaib se directly kuchh loss na ho,
            • #7 Collapse

              Ji haan Agar Apke Pas experience hai aur knowledge hai aapne Forex trading Main Apni investment kerni hai agar Apke Pas experience or knowledge nahi hai phir aap Forex trading Main Apne investment mat Kare Varna aapko bahut loss Ho Jayega Forex trading main Apna Paisa invest karne se pahle aapne experience and knowledge ko Hasil karna hai unke liye aap demo account kaam kar sakte hain wahan se aap knowledge or experience free mein Hasil kar sakte hain
               
              • #8 Collapse

                g han bilkul agar forex trading business me ham risk lety hey or hamari investment totally risk point par hoti hay to hamy expernice hasil karny key bad hi risk lena chaye.
                • #9 Collapse

                  bahot sy log dekhy hain jinka experience ni hota aur bikul thora sa tuch milta hae unko to wo invest kr dety hain jab aisa ni krna chaeay aur unko achi traha forex trading seekhni chaeay aur phr ja k investment krni chaeay ye koe asan kam ni hae k invest kia aur profit shuru ho jaey ga ispy bahot mehnat krna parti hae.
                  • #10 Collapse

                    Nice approach jnb
                    Forex py kabi b apnay ap ko 100% dependent na kren
                    • #11 Collapse

                      Je bhai apne thek kaha bagher experience trading krna bilkul fazool he agar ap investment krna chahte hen to pehle ap kisi senior members se learn krlen or pehle demo account main achi trah practice kren phir ap real investment kren.
                      • #12 Collapse

                        Ji haan Agar aapke paas experience hai toh tabhi aapko paise real mein invest karna chahiye Kyunki agar aap in experience onew trader hai aur aap paise Usi Waqt real mein invest karte hain toh aapko Friday Ki Baje nuksaan bhi ho sakta hai aur aap Ko Itna experience bhi nahi aayega isiliye aapko sabse Pehle nahi trading ke Taur par demo account Mein Shamil hona chahiye Jis Se aap bahut kuch Sikha sakte hain
                         
                        • #13 Collapse

                          forex trading me experience boht zarori ha. agr experience hasil keay bgair ap trading kren gy to ap ko loss ho sakta ha. bhtr profit hasil krny k leay zarori ha k ap pehly demo account py experience hasil kren us k bad real account me trading kren.
                          • #14 Collapse

                            G bilkul ap sahee keh rahy ho k forex trading main jab tak ap ko yaqen ho jay k ab ap ny forex trading ka knowledge aur sara experience hasil kr lia hy tab ap is business main investment karo kio k agar ap ko forex trading ka experience ni ho ga aur ap is main investment kr k business shuru kro gy to ap ko iska koi faida hasil ni ho ga aur apki investment zaia ho sakti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Good brother ap ny bilkul sahe kaha hy kyo k forex mein trading karna bina kisi experience k aur wo bhee apni invesment py bohat baree galti hy aur hum sab aik normal famlies sy talluq rakhty hain tabhee tou ye kam kar rahey hain warna shayad hum kam hi na karty aur ye bhee hy k invesment wo kary jis k pas pehly sy pesa majood ho aur us sy koi farq bhee na pary

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X