Gold silver aur oil per trade kerny waly hamesha lot size small use kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold silver aur oil per trade kerny waly hamesha lot size small use kerain
    Jo traders sirf gold silver aur cruid oil per trade kerty hain tou unahain lot size hamesha small use kerni chahiay ky in main market ki movement kafi zyada hoti hai aur agar open trade ky against movement ho tou account bahot jald wash ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han bilkul commodities me trading karny key ley lot size small hona chaye agar ham currencies pairs me over trading karty be hey to zeyda loss nahi ho sakta hay magar commodities me zeyda lot size laga kar risk nahi lena chaye.
    • #3 Collapse

      Bohat achha mashwira hey laikan hum kisi dosray k experience sy faeda kam he uthatay hn
      Khud bura experience krty hn even bar bar karty hn
      • #4 Collapse

        Yes dear aap ne ye bat bot he achi ki hai kay gold or silver per trade karnay walay hamesha lot size small rakhain koi masla nahi hota . Bas hamain chiay kay jab bhi trading karain sat sat ham apna bonus profit withdraw karwatay rahain. Or hamain chiay kay apnay bonus account per posts kar kay bonus ko grow karnay ki koshish zaroor karain.
        • #5 Collapse

          app ki baat theek hai koin k gold our silver main jab bhe lot size hum barey use kerty hian to us main humean pher loss he hota hai us leay un do pairs main to money management kerna boht zarori hai pher he hum acha profit earn ker pain gay
          • #6 Collapse

            Yes dear aap ne bat sahe ki hai kay gold or silver per jab bhi ham trading karain hamain chiay kay lot size hamesha small rakhain ta kay hamara bonus account wash na ho kiun kay gold per trading say aksar hamara bonus account wash ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Forex k chand aik basic ruels hain jin ko follow kerna her trader k leay zarori hai our her pair main un ko apply kerna ho ga pher he hum log forex main ache earning ker pain gay wo chahy gold ho silver ho ya koi bhe currency pair hoo money mangement krean gay to phr he app us main kaam ker sago gay
              • #8 Collapse

                je han bilkul hume chahe k hum bht zada khayal rakhen en markets par trade krne k lia small subse choti use karen 0.01 wali q k es se hume small loss or small profit hoga layken agar bari lot par market humare trade k against jati hai to phir account ko bht nuksan hoga or wash bhi ho skta hai agar humne dekha ni to.
                • #9 Collapse

                  Ji haan infiltrating Jab aap karte hain wo Samal lot size ko use karna chahiye Kyunki Yeh market bahut fastly Chalti Hai Aur agar aapne Big Lot size use ki toh phir aap ko bahut jyada loss ho sakta hai isliye come lot size ke sath Kaam Kiya Kare is mai aap ka Jyada fayda rehta hai aur aap zada security trading kar sakte hain aap Big Lot size us Waqt use kare Jab aap ko send kar hundred percent idea ho jaye
                   
                  • #10 Collapse

                    Gold silver or oil par Hamesha Hume small lot Laga kar he trading Karni chahiye Kyunki in se Hame Jada se Jada last bhi ho sakta hai aur Jyada Se Jyada fayda bhi ho sakta hai isliye Hame trading karne ke liye thoda time do Na Chahiye tabhi Hum Unse Jyada Se Jyada profit kar sakte hai aur Jyada Se Jyada last Se Ban sakte hain Agar Hamein cheezo ko nahi pata Hota toh Hame Aas Paas se information leni chahiye
                     
                    • #11 Collapse

                      G nice lakin ko bata sgta hy what is the difference between small loz size and big lot size q k main new hn olz mujhy koi na koi member guide kry with thanks
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Je bhai apne bilkul thek kaha gold oil or silver per trading krna kafi risky he or her koi nai kr sakta in per trading k lie ap k pas capital bara hona chahie or second thing ye k aik time main ziada trade na lagain,or lot size kam rakhen.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X