patient trader is successful trader...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    patient trader is successful trader...
    mery khial men sb sy ehm chez forex trading k andar trader ka patient hona hae iski misal ye hae k apny khud b kafi dafa note kia hoga k ham aksar trade loss ko dekh k close kr dety hain jab k bad men wohi trade profit men ajati hae aur ham phr pachhta rahy hoty hain aur issi trha jab hamari trade profit men ati hae to ham thora sa profit ly k usko close kr dety hain aur phr wohi trade kafi hamry profit wali side py ajati hae aur ham phr pachhta rhy hoty hain lehaza sabro tahammul sy trading kia karren.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Weldon bro bahot acha point discuss kia hae apny aur mery sath aksar aisa hi hota hae aur main apna bahot sa profit aisy hi zai kr behyha hn jab k kaien dfa loss mn trade close kr dyta hn aur phr wohi trade profit men ajati hae to hamen kafi ziada apny oopar control krna hoga aur trade ko apny profit ya loss ki had tak jany dia karren.
    • #3 Collapse

      Forex Ak Aisi Cheez hai jis me Patient buht zrori hai koi b trader jis me Patient na ho wo kabhi kamyab nahi ho sakta kiun kiun k forex market me wo bnda kbbhi kamyab nahi ho sakta jo apne emotions pe qabo na kr saky aur apne emotion pe qabo jo kr sakta ho wo he kamyab trader bn skta h
      • #4 Collapse

        Yes dear patience is very important for success, trading patience bahot hi zaruri hai agar ham apne aap pr apne emotions per control kr saken ge to iska Matlab hai k ham better trading kr sakte hain aur agar ham apne emotions oer contorl ni kr sakte gain to ham kabhi bhi successful trader ni ban sakte hain.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan0001 پيغام ديکھيے
          mery khial men sb sy ehm chez forex trading k andar trader ka patient hona hae iski misal ye hae k apny khud b kafi dafa note kia hoga k ham aksar trade loss ko dekh k close kr dety hain jab k bad men wohi trade profit men ajati hae aur ham phr pachhta rahy hoty hain aur issi trha jab hamari trade profit men ati hae to ham thora sa profit ly k usko close kr dety hain aur phr wohi trade kafi hamry profit wali side py ajati hae aur ham phr pachhta rhy hoty hain lehaza sabro tahammul sy trading kia karren.
          Ji bilkul Aap Ne Ye Kaha Jo traders patients ke sath trading karte hain vo successful hote hain Kyun Ke Jab Hum Kisi Kaam Mein patients Dete Hain toh uska Hame achche se samajh Aati Hai Aur Hum usme accha kaam kar sakte hain
          • #6 Collapse

            great ap ney achi thread share ki haan g patience ki bohat value ha ap ki trading mey ye baat thek ha agar ap ne achay analysis krky trade lagai ho ap ko courage ho to ap uspe sabar krky acha profit le saktay ho
            :p Yes You Can Do :p
            Honesty + Sincerity = Prosperity
            • #7 Collapse

              mere khayal main fore trading main agar ap kamyab hona chahte ho aur achy earning karna chahte ho to uski best technique ye hai k ap is main patient se trading kaor q k is main agar ap patient se market k tren k mutabqi trading kaor gay jald bazi ni kaor gay to ap is main kamyab ho
              • #8 Collapse

                Hat bussiness ki success k kuch na kuch points hoty hain isi trha jb hm forex trading main kam kren to hamen aik cool mind k sath wait k sath aur soch samajh k kam krna chahye mtlb patience bht zaroori ha is ki success k lia. Thanks dead members.
                • #9 Collapse

                  Apki bat 100% drust hai. Trader men patience hona boht zaruri hai. Leki. Patience b experience k sath sath ata hai. New log kabi b is tarah nahin kar sakty. Lekin jo purany log hain wo aesa kar lety hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    patience bohat zaroori hota hay patience ap ko experience kay saath milta hay baaz awqaat jald baazi ap ko bohat zyada loss de jati hay hamesha sabar sey kaam lo theek kaha p ney soch samjah kar tarde lagain aur sabar se uska wait karain
                    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                    PLEASE VISIT HERE

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X