failure rate zada hony ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    failure rate zada hony ki waja
    AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum mai apko aj is thread me kuch important info share karny ja ra hun k forex main 90percent log fail ho jty hain q? Q k wo apny rules and regulations ko voilate kar dety hain us pe amal nai kar pa rai hoty.. So be kind to yourself and strick to your rules.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bat ap ki thk hy bhai lakin agr ap apni mistake ko apny mind main rakhao aur market ko dakh k chalo relax ho kam krain aur apni limit ko dakh k kam krain
    • #3 Collapse

      Yes dear trading men hamen apne rules and stragty per sakhti se karband rehna chahiye , agar ham apni stragty pe amal ni kren ge to zahiri si baat hai k hamara trading men kamyab hona bahot mushkil ho jay ga is liye hamen apne rules and experience ko follow krna chahiye.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        trading business me traders es waja se zeyda failure ho jaty hey jab wo apni trading strategy change kar lety hey, jab tak kesi strategy me app ko big loss nahi ho jata apni strategy ko change nahi karna chaye or na hi apna trading plan kesi waja se change karna chaye.
        • #5 Collapse

          Failure rate is ley zaida hai koun is busniess main risk zaida hai jahan risk zaida hota hai wahan loss hony ke chance ayr haqeeqat maim loss hota bhi zaida hai agr dekha jay tu yeh resho zaida hai is ko km karny key forex ki agr proper education di jay tu is main bhtri a skti hai second is main hamari apni ghalti bhi hai ke hum forex ke mayar per pura uteny ke ley mehnat nai karte aur har waqat luck per depend kaete rahaty hein ke wo jay tu kia bat hai halan ke aisa nai hona chaye hum nay jb yeh k karny ka soch lia tu phr susti kesi aur kbrana kesa .practice mehnat aur knowledge ki kmi failure ki basic wjh hein
          • #6 Collapse

            Forex aik riski business hony ke sath sath kafi logon ke ley new bhi jis ki wjh se wo is aik bar shru tu kar lety hein lekin is ka sahi tareqy se knowledge hasil nai kar paty jis ki wjh se jb wo trading karte hein loss kar lety hein jis se failure tate barh raha hai is ley forex main pehle knowledge aur experience hasil kar lein phr trading bhi hoti rahay gi
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Bhai ye bat bilkul thek hy k hamen loss tab hi hota hy jan apny rules ya market k against chalty hain jo k bohat hi buri chez hy hamen aik rule banana chahye jis k bad teading karni chahye aur kudh ko paband karen un rules ko follow karny ki

              اب آن لائن

              Working...
              X