"what is the real failure"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon agree hoon mia apki baat sey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Forex trading is to obtain money. However, we should not be hasty. We must be able to manage our own money (capital) in order not to run out quickly. We must be careful when opening a trading position. Because, in the open position error will cause the money is gone in an instant. Therefore, a careful analysis of trading and money management that will help us to make a profit and success in forex.
       
      • #153 Collapse

        That is proper you can't constantly win every time and so the actual best thing we all will do typically is try to win on the higher than average percentage than the actual losing percentage.
        • #154 Collapse

          forex par jao wahan sy platform me sy mt4 terminal down load karo phir uc terminal ko install kar k open karo left side par file par click karo phir wahan sy open account select karo uc k baad jo block open hoga uc ko fill kar k next karo to account id and password ap k samny ajay ga phir ap cancel karo ge to wo account automatically login ho jay ga mt4 terminal jab bhe open karo ge to wohi account login hoga phir ap uc par trading kar sakti hain i think ap ko smjh agai hoge
          • #155 Collapse

            aap sahi kehtay hain k profit aur loss dono forex ka hissa hain aur jab ham profit ki umeed rakhtay hain to hamain loss ki bhi jagah rakhni chahiay kyon k forex main loss zaroor hota hai
            • #156 Collapse

              yes brother me apke post ke sath mutafiq ho q ke har trader ke failur tab hote he jab o haar man jate he islye failur se ddooor rehne chaye har trader ko chaye ke o akhry had tak trading me he rahe
              • #157 Collapse

                forex mein kaam karty waqt kosis karay es mein tention na ley ap k liye better ho ga es mein jaldbazi na karay aur es mein kosis karay experience aur knowledge se kaam karay tab he easily ap succesful hon pae gae
                • #158 Collapse

                  Main ap ki baat se itfaq kartha ho agr ap is amin menat karain ge tab apko is main loss nhi ho ga apko is main profit hi ho ga lakin agr ap is main mehnat nhi karain ge to apko los k swa kuch b hasil nhi ho ga
                  • #159 Collapse

                    real failure meray tu kheyal mai ye hai k ap ne apni galteyo se nahe sekha aur pher wohe galti kare ja rahay hai tu agar ap es ko kabo kar ka rlo tu ap ka profit hai
                    • #160 Collapse

                      dear main samjta hun k forex k buisness mein real failure wo hota hai jo k loss hone par dil har jata ha aur is buisness ko chor jata hai jab k aesa bilkul b nai hona chahiye aur humen pori tara se mehnat k sath apne kam ko continue rakhna chahiye
                      • #161 Collapse

                        jab se main forex mein trading kar raha ho tu main samjta ho k iss business mein wo trader failed hota hain jo iss business mein without learning aur practice k ata hain ya wo iss business mein jab profit ko dekhta hain tu wo greedy ho jata hain aur aik dam se rich hona chata hain wo iss business mein failed hota hain.
                        • #162 Collapse

                          forex mein jo log greedy hota hain ya forex mein jo learning nahi karta hain tu wo forex mein failed ho jata hain forex aik bhut acha business hai forex mein jab koi achy trading karta hain aur iss business mein wo bhut ziada eanring karta hain forex mein failed wo log hota hain.jo learning nahi karta hain.
                          • #163 Collapse

                            Assalam O Alaikum, I am agree with you brother , asal main haar tab hoti hai jab dobara jeetnay ki ummeed chhorr di jaey warna haar jeet to saath saath hi hain aur Forex trading main agar loss ho gaya to trading na chhoren balkeh uss loss ki reason ko door karen.
                            • #164 Collapse

                              the real failure is the stoping trying...I strongly agree, if we had failed and did not try again then it becomes a failure forever, but if we keep trying it is to be the experience of failure. Because experience is the best teacher
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                ji haan dera aapnay bilkul thek kaha hai and mai aapki is baat say bhi agree karti hon and is mai real failure wohi hay jo is bussniss mai her waqat loss hi kartaa hai profit nahi kartaa hai and onko chaiye kay aap is mai wo learning karen and again trading karen..........................................

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X