forex trading k liye kitni education honi chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading k liye kitni education honi chaye
    Friends main apse pochna cahta hon k trading ko start karne k liye kam se kam kis level tak education honi chaye k wo trading k kaam ko achi tarah samjh sake ya us k ilawa koe technical skills hone chaye ya koe computer diploma hona zaroori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading k leye kesi khas education ya degree ki zarort nahe hote par albata agar kesi nay economics aor business studies mai education hasil ki ho tou wo zyada ache tarha say samaj sakte hai es forex business ko agar kesi k pas ye education na be ho tou wo be khas mehnat kar k ache tarha esko samaj sakte hai
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddasar ahmed khan پيغام ديکھيے
      Friends main apse pochna cahta hon k trading ko start karne k liye kam se kam kis level tak education honi chaye k wo trading k kaam ko achi tarah samjh sake ya us k ilawa koe technical skills hone chaye ya koe computer diploma hona zaroori hai
      Forex trading ke liye traders ke pass higher education Na Dekho Toh uska koi nuksan nahi hai lekin traders ko Itni education zaroor hona chahiye ke woh market ko samajh sake aur achi trading kar sake
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Assalam o alaikum friends. We'll dear brother ap ko btata chaln keh keh apko pak forum pa kisi kisam ki koi khas education ki koi zaroorat ni ha bas ap sirf experience gain kren aur trading kr sakty hain baqi is k lia khud koi alehda mutalia krna chahty hain to woh seperat thing ha magar is k lia khas koi zaroorat ni.
        • #5 Collapse

          mery khyal m forex trading k liey education ke Koi limit ni lekan itna zroor a k Ap English Achi Tara se par skhy aur likh b ly qk ziada tr knowledge trading ka Ap ko English m he mily ga aur Ap training b English m he kr skty hain
          • #6 Collapse

            forex trading main agar kam karna chahty hay to humay koi spectial digree ki need nahi hoti agar hum normal educated hay to bhi hum forex trading ko run kar sakty hay so humay bs es business main knowledge ko enhance kar kay trading karni chahiey tab he hum forex trading main achi earning kar sakty hay aur kamyab ho sakty hay esmain khoob time dai kar mehnat kar kay earning karni chahiey
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              aslam o alikoum dear brother mary khyal main itni education honi chahaiy kay aap parh sakty hoo aur read write kr sakty ho itni education zarori hooo

              اب آن لائن

              Working...
              X