Thread kar basic maqsad kia hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread kar basic maqsad kia hai?
    Friends mera sawal hai ke thread q creat kia jata hai aur is ka asal maqsad kia hai jis ko madad e nazar rakh kar usay creat kia jay
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yeh Koi topic ho sakta hai yeah Agar aapko kisi kisam ki koi problem hai yeah agar aap koi baat puchna chahte hain toh Aap Yahan Par thread post Karte Hain aur log Uske baare mein Apne experience question hain Is Tarah Se aapko different information mil Jati Hai
    • #3 Collapse

      Thread ka basic maqsad kesi ache topic ko start karna hota hain jes par dosre trader apne knowledge k based par reply day aor ik discussion say information share ho ik dosray k sat so ye he ik thread ka khas maqsad hota hai
      • #4 Collapse

        Thread ka maqsad ki bhi topic par bat karna hota hai agr ap koi information share karna chaty hein ya kisi problem ka hall chaty hein tu us ko thread ke tor par post kar den phr members us per apni raye aur knowledge ke motabiq bat karen gy jis se apki problem hall bhi ho skti hai aur apko us ke bare main information bhi mil jaein gi
        • #5 Collapse

          Thred create karny ka maqsad a k Ap Ko agr treading Me Koi query Ha rhi a ya Ap ka Koi question a Jo Ap clearifi Karna chatey hain to Ap forex m Thred kr dy aur Jo log us k Bary janty hain Ap ko reply kr dy gy is se Ap ko b faida o ga aur dossry log b is se mustafid hoo gy
          • #6 Collapse

            Jis tarha ik forum post hoti hai osi tarha ksi bi forum per os ki relevant category main ja kr topic select kr ke os per koi question ya information create ki jati hai aur baqi members se os ke replies liay jatay hain. So, thread is basically question / topic and posts are their replies, simply.
            • #7 Collapse

              Bhai apko bat achi ha keh thread is lia bhi zaroori ha keh is forum pa har qisam k log hity hain har bandy k apny views hoty hain is lia har bandy k remarks se newly log bht kuch seekhty hain knoledge share hota ha logon main yeh benefited ha bht. Thanks
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Riaz600 پيغام ديکھيے
                Friends mera sawal hai ke thread q creat kia jata hai aur is ka asal maqsad kia hai jis ko madad e nazar rakh kar usay creat kia jay
                Forex forum pe thread banane ka main maqsad hai hota hai ki koi new trailer ya old trader Doosre traders Se Kisi trading ke baare mein kuch knowledge Hasil karna chahte hain to wo trade Bana kar apna question kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  dear dekhen thread kay 2 maksad hai
                  1 to ye hai k hum apnay sawal ka jawab janna chahate hain jo k forex trading se related hota hai tab hum thread open krte hain
                  2 maksad eska ye hota hai k hum thread apni knowledge dosre new traders tak pahaunchane k lia open krte hain thread ko.
                  or ub eska best part ye hai k hume thread se acha khasa bonus bhi milta hai jis se hum trading kr k profit earn kr skte hain.
                  • #10 Collapse

                    Thread ka basic maqsad ap ke sath information ka share karna hota hai aur trader ka apas main rabta bhi is ke through hota hai jis se trader aik dosary ke sath apny problem share bji karte hein sur un kp solve karny ke tareqy bhi bataty hein .Thread se apas main help hoti hai aur ap kisi bhi problem ko high light kar ke us per apni raye ka izhar kar skte hein
                     
                    • #11 Collapse

                      thread open karny ka maqsad ye hay key agar app ko kesi cheez ka knowledge nahi hay to app thread me poch sakty hey or sab members app key topic par hi desiccation karen gey es tarha app ka knowledge be increase ho jata hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Bhai thread ka jo main maqsad hy k bohat sy logo ko kuch pata nahi hota jis sy unko pata chal jata hy trading kesy karni hy aur kya hikmat amli leny hy new trader ko basic ka kuch pata hi nahi hota jo k unko yahan sy hi pata chalta hy es k ilawa kafi information ko k aney waly dino ki ho sakti hain yahan sy hi pata chalti hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X