Do you believe that successful trader share their secrets

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2191 Collapse

    g haun aik kmyab trador ko apny secrets sub k sath shair karny chahye q k un ki wjah se hmain bohat faida mil skta hai or hmain wo achi trha guide bhe kar skty hain es liye jis ko bhe forex k bary main information hai osy discus karni chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2192 Collapse

      Main iss baat sy itifaaq to ni krta k sucsessfull trader apny swcrit bataty hain wo ni bataty mgr mn ye kehta hn k zaroor krna chaeay q k iss sy nuqsan ni hoga batany waly ka aur illam waisy b share krna chaey .
       
      • #2193 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: rafikhi پيغام ديکھيے
        Main iss baat sy itifaaq to ni krta k sucsessfull trader apny swcrit bataty hain wo ni bataty mgr mn ye kehta hn k zaroor krna chaeay q k iss sy nuqsan ni hoga batany waly ka aur illam waisy b share krna chaey .
        ge han bhai hmein apne forex trading mein kamaybe zaror milte he jb hm apne forex trading mein mhnt krte hien aur apne forex trading mein ache knowledge se kam krte hien aur apne business mein ache planing krte hien aur ache setup se apne trading krte hein to hmein zaroor kamaybe hasil hota he
         
        • #2194 Collapse

          Forex main hr kisam k log hotay hain achy b or lalchi b jo log achy hoty hain or successful b hoty hain wo apna experience zrror share krty hain or planing b btaty hain q k us sy unka nuksan nahi hota blky dosron ka faida ho jata hau
           
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #2195 Collapse

            yes successful traders ko aisa karna to chaye lekin shayed wo itne busy ho jaate ho ge k un ko time nahee milta ho ga k wo forum pe aa kar help kare waise fb pe aor whatsup pe logo ne groups bana rakhe hain jis main wo aik doosre ki help karte hain
            • #2196 Collapse

              hum ko is ma agr successfull trader bna ha to is ma mahnat karne cahy is ma knowlged hasil karne cahy our is ma experinec hasil karnacahy our aap ko is ma dmoe ko ues karna cahay issa seekna cahay
               
              • #2197 Collapse

                aap ko forex ma kamyab honay kay liay boht zada hardwarking ki zaroorat hote ha our aap ko is ma mahnat karnehote ha is ki knowlged hasil karne hote ha is ma market ki kaber erakne hote ha is traha karnay sa aap best trader bna sakty ha
                • #2198 Collapse

                  forex ma success hasil karnay kay liay aap ko is ma mahnat karne cahay our is ki knowlged hasil karne cahay dmoe ma aap ko boht zada parctice karne cahay our experinec hasil karna cahay is ma aap ko lalach nhe karna cahya
                   
                  • #2199 Collapse

                    G zaroor bahut sy aisy traders hain jo apna experience aur knowledge share karty hain aur apny juniors ko guide bi karty hain yehi waja hy k aj forex trading poori dunia main kamyabi sy jari hy aur log apni apni life ko kamyabu sy guzar rahy hain
                    • #2200 Collapse

                      Yes successful traders apna secrets bataty hein Yeh hum pr depend krta hai ke hum un par kitna believe krty hein aur un ke secrets se kitna faida uthty hein.secret se faida lena bhi achy trader ki neshani hai ke wo kitna bat ko pick krta hai aur us se kitna faida leta hai.
                      • #2201 Collapse

                        sucess hony k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience ho ga tab hi hum market main achi trade karny k kabil hon gay aur greed ko avoid kar k hi hum achi trde kar k earning ho saky gi
                        • #2202 Collapse

                          g bhai aik expert tradors ko apni secrates ko dosrn k sath shiar karty rahna chahye oski yah wjah ho ksti hai k un ki wjah se bakiun ko bhi es k bary main pta chal jay ga or dosrun ki madad bhi ho jay gi
                          • #2203 Collapse

                            G hain forex aik asi market hai jis mn ap ko aik kamyab trader apna secret share krta hai yani apna knowledge aor experience share krta hai as k elwa kahen bhe koi apna secret ni Danita q k ahan py kisi k sath experience aor knowledge share krny sy ap ka koi loos ni hota
                             
                            • #2204 Collapse

                              Dunyia mein zyiada tr successful traders apni kamyabI k raaz share nhi krty lekin agr kr diey jaein to koi problem nhi hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2205 Collapse

                                wesy bohat kam traders he aisay hay jo keh apny secrets ko share karty hay so humay chahiey keh agar hum esmain kamyab hona chahty hay to sab ki help karni chahiey tab he humay duwaye bhi milti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X