Harmful effect of trading in daily life?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harmful effect of trading in daily life?
    Friend har aik cheez ki jahan positive pehlo hoty hein wahan kuch na kuch negitive bhi hoty heim trading ke in pehlo per bhi tabsara karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading ka acha pehlu to sab ko pata hi ha pr is k negative pehlu b hn.asal mn forex sy loss usi time hota ha jb ap forex trading ko bht zyada time dety ho.bht zyada time deny sy..
    1..neend poori na hona
    2..bht zyada laptop ya mobile ko dekhny dy nazar ka effected hona.
    3..har time forex ko time deny sy ghar walo ko time na dy pana.
    4..apni job ko b sahee time na dy pana.
    5..forex ko har waqt time deny ki waja sy sports sy door ho jana
    Isi tarah k bht sy negative pehlu hn jin sy bacha ja sakta ha.
    • #3 Collapse

      Dear agr ap daily trading aik time table k saath aur well disciplined trader ki tarah krty hain to iska koi nuqsaan nhi lekin agr ap hr waqt forex mein lagy rehty hain aur baqi sb kaam chhorr detey hain even k koi sports activity bhi nhi krty to ye aik to apko physically weak kr skti hy aur doosra apki social life is sy kafi effected hoti hy
      • #4 Collapse

        Har aik kam ki limit hoti hai agr ap kisi bhi ejh se us limit ko cross karen gy tu wo ak ke ley problem creat kare gi is tarh trading se bhi effect parta hai aik ty har waqat mobile ya laptop ke istamal se apki nazar per bura asar parta hai.aur jb ap zaida dair trading krny se game ke ley time nai milta jis se sehat per bura asar parta hai
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassy2015 پيغام ديکھيے
          Friend har aik cheez ki jahan positive pehlo hoty hein wahan kuch na kuch negitive bhi hoty heim trading ke in pehlo per bhi tabsara karen
          Mere Khayal mein to install Forex trading came positive impact jyada hai lekin is ke kuch harmful effects Bhi Hai Mere Khayal Mein Tu Ishq Ki Sabse Badi maja Yeh Hai K traders job in RC car trade karte hain unko bahut jyada loss ho jata hai aur kuch log toh apni jamapunji P Forex Mein Laga Baithe Hain
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassy2015 پيغام ديکھيے
            Friend har aik cheez ki jahan positive pehlo hoty hein wahan kuch na kuch negitive bhi hoty heim trading ke in pehlo per bhi tabsara karen
            Main samajhta Hoon ke Forex trading ke harmful effects nahi hai Kyunki Hame Forex trading Main Itna Jyada time nahi dena Padta Jis Se Hamari tabiyat pe Asar ho aur Agar Hum trading co learn Karke karte hain toh hum profit bhi achha bana sakte hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Kaha jata hai ke access is everything is bed koun ke har aik cheez jo zarorat se bar jati hai us ka faida ji bajay nuqsan hony lgta hai agr ap har waqat mobile per trading karte rahen tu ap ko eye site kamzoor ho skti hai aur second ap ko sports ke ley bho waqat milta jis se apki health motasir ho skti hai third one yeh hai ke ap apni family ko waqat nai de paty jis se apki family life dis trub ho jati so ail acha trader har aik kam ko sath sath le kar chalta hai
              • #8 Collapse

                Forex trading ka harmful effect Yeh Bhi Hai Ke Jab aap Zyada computer par kaam karte hain toh Aap Ki Nazar kamzor ho sakti hai aur Iske Alawa aap life ke Doosre Kama mein interest khatam ho jata hai aur aap Har Waqt trading ke baare me sochte rahte hain Jiski wajah se aap ki life disturb ho jati hai aur aap apni family ko time nahi de sakte
                • #9 Collapse

                  Waise toh daily life mein trading ke itne harmful effect to nahi hai haan Yeh Hai Ke Is Se Hame Prophet ke sath sath lasting Kafi Jyada Hota Hai Jis Se Hame Friday ke saath saath nuksaan bhi Hota Hai ISI Liye but it is harmful effect Mein Aati Hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agar hum daily trading karna chahty hay to ye achi baat hay but eskay sath sath ye bhi zaroori hay keh forex trading ka theak say analysis karen kyun keh analysis karnay main he hum market main achi trade pick kar sakty hay es business main humay khoob mehnat karnay main he faida hota hay humay esmain khoob seekh kar analysis kar kay trade karnay main he earning hoti hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X