Forex market close hote waqt spread Q high hojata hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market close hote waqt spread Q high hojata hai
    Jab forex market friday ki night ko close hota hai tou aksar spread level buhot zyada high hojata hai jes pair ka spread 3 pip ho wo 10 pips tak chala jata hai apko es k bare mai koi khas information hai k nahi eska mujay be koi exact knowledge tou nahi lekan market close hote waqt spread ka high hona rotein ki bat hai kiu k next time jab market open hota hai tou spread same level par achuka hota hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Weekly market close hote waqt ye bilkul hota hai aksar spread buhot high jota hai jes say agar apka stop loss close ho tu wo be hit hojata hai lekan next week ye same previous level par ajat hai eska maire khyal mai ye waja hai k market close hone time broker zyada charge karna chahta hai q k next two days markey close rehte hai
    • #3 Collapse

      ye main ne bi note kiya hai ke friday ko mari last trade thi jo ke usdcad pe thi normally spread 30 hota hai to suddenly spread jab main ne note kiya to wo 50 tha main khud preshan hon ke ye kese ho gya.
      :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
      Thanks in Advance
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Dosto main ne to ye bat note nahin ki. Next time main is focus karun ga

        اب آن لائن

        Working...
        X