Trading k liye Mobile use karna best hai ya Computer / Laptop?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k liye Mobile use karna best hai ya Computer / Laptop?
    Trading kay doran Mobile aur Laptop per trading karnay kay dono kay apny apny advantages hain

    Mobile per trading say app har time market kay sath rabtay mai hoty hain aur market per nazar rakh sakty hain

    Jab kay

    Computer mai market ka analysis ziada acha hota hai aur ziada indicators use ho sakty hain


    App kay Khayal mai in mai say best option kon sa hai trading kay liye aur app kon sa use karty hain ??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear mere khayal men who mobile or trading Krna aasan hai jahan tak main smajhta hoon mobile pe forum work laptop ki nisbat bahot aasan hai q k ham kissi bhi jaga pe Beth kr mobile sent easily posting kr skate hain air trading k like bhi hamen PC ko Sarah uthane ki zarurat no hoti hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
      Trading kay doran Mobile aur Laptop per trading karnay kay dono kay apny apny advantages hain

      Mobile per trading say app har time market kay sath rabtay mai hoty hain aur market per nazar rakh sakty hain

      Jab kay

      Computer mai market ka analysis ziada acha hota hai aur ziada indicators use ho sakty hain


      App kay Khayal mai in mai say best option kon sa hai trading kay liye aur app kon sa use karty hain ??
      Main Forex trading main theen Maha se kaam kar raha hoon Aur Main Apni total trading mobile par nahi kiya Woh mujhe mobile pe hai trade karna achha Lagta Hai Kyun Ke mobile Ko Hum Kahin Bhi Le Kar Ja sakte hain aur Kahi bhi trading kar sakte
      • #4 Collapse

        Bhai firex forum mn kam karne ka mera experience zaywada tar mobile pa ha mje mobile pa kam karna zayada asan lagat ha aur is mn ap k time ki bi bachat ha aur ap is ko jahan bi chahen istimal kar sakte hn,is lie meri preference to mobile ho ha ,baqi ap log rae din ta ham bi mustafeez ho saken
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
          Trading kay doran Mobile aur Laptop per trading karnay kay dono kay apny apny advantages hain

          Mobile per trading say app har time market kay sath rabtay mai hoty hain aur market per nazar rakh sakty hain

          Jab kay

          Computer mai market ka analysis ziada acha hota hai aur ziada indicators use ho sakty hain


          App kay Khayal mai in mai say best option kon sa hai trading kay liye aur app kon sa use karty hain ??
          Mujhe mobile pe trading Karna Bada Acha Lagta Hai Aur asaan Bhi Jyada mobile pedrad karna lagta hai aur iska sabse bada advantage hai ke mobile ko Kahi bhi le jakar usk trade kar sakte hain Jab Ke Hum Kisi ko ek Jagah se dusri Jagah uthakar nahi chal Sakte
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Sab ache hai trading k liey mobile, computer and laptop. Jis k ache signals aa rahe hoy h houn
            • #7 Collapse

              forex trading aik aisa business hay keh hum esko agar mobile say run karna chahty hay to kar sakty hay esmain humary liey koi issue nahi hota balkeh humay esmain asani hoti hay keh market tak rsai humari pocket main mumkin hoti hay aur hum kabhi bhi market main trade kar sakty hay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                forex trading k liy mobile ya computer dono sy trading main ap kamyab ho sakty ho ,in dono k kuch plus aur kuch negative point hoty hain to is liy mery khial main forex trading mobile ki nisabt computer p ziada sahee treeqo st ki jati hy aur computer p trading option bahut ziada apko milty hain jo k mobile p apko ni millain gy

                اب آن لائن

                Working...
                X