Kya ik pair mai same multiple trades lagana teek hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya ik pair mai same multiple trades lagana teek hai
    Ik pair mai same multiple types trades lagana maire khyal mai tek nahi hai kiu k agar ap ik pair mai zyada ik he kisam k trades lagaoge tou jab pair apke against mai jaege tou sub k sub trades apke against mai jaege es leye agar apko zyada trades lagani hai tou different pairs mai lagani chaheye so agar ik pair wale trade loss mai jaege tou dosre pair mai jo trades honge wo profits mai jaege .
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mera to ye opnion hai k hamen just one pair pe hi trading krni chahiye q k is se hamara experence uss pair pair pe ziada ho jay ga aur ham uski movement ko pehle se behtar tor per smajh saken ge, but har trader ki apni stragty hoti hai kch traders bahot se pair per bhi apni trades ko open kr lete hain unhen kissi pair se loss hota hai to kissi pair se profit milta hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Ik pair mai same multiple trades bilkul nahe lagana chaheye kiu k ye tou apke leye buhot dangerous ho sakta hai k agar market ya pair jes mai multiple same trades ho apke against chala gaya tou sub k sub ik he time par apke against mai jaenge jes say apko buhot he nuqsaan ho sakta hai lehaza kabe be same trades ik pair mai nahe lagana
      • #4 Collapse

        Yes of 1 pair Mein Ek Se Zyada Peer loves me 1 se jyada entries Laga sakte hain jawab Ek Se Jyada entry Lagate Hain Log Yahan Par maximum amount maening bhi kar sakte hain Hum maximum profit we generate kar sakte hain yahan se aap ko Kafi fayda hoga
         
        • #5 Collapse

          Jahan tak main thek smjhta hon wo aik pair main aik trader hi best hai koun phr trader uljha rahta hai aur us ko market ki veriation ke motabiq trade ko adjust karna mushkil ho jata hai is ley aik time main aik trade hi thek hai is se aik tu apka free margin jis ka khas khayal rakhna hota hai wo kafi distrub ho jata hai hai sr trading ke doran tention main trader mubtela rahta hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
            Ik pair mai same multiple types trades lagana maire khyal mai tek nahi hai kiu k agar ap ik pair mai zyada ik he kisam k trades lagaoge tou jab pair apke against mai jaege tou sub k sub trades apke against mai jaege es leye agar apko zyada trades lagani hai tou different pairs mai lagani chaheye so agar ik pair wale trade loss mai jaege tou dosre pair mai jo trades honge wo profits mai jaege .
            Agar Hum Ek hey currency pair your commodity Mein zada trades Lagate Hain toh isme Koi issue nahi hai agar Hame market ke trend Ka Pata Hai To Hum Aisa kar sakte hain lekin Agar Hum hundred percent sure Nahi Hai Toh Humein Kabhi Bhi Ek Hi Pyar Mein zada trades nahi Lagani chahiye
            • #7 Collapse

              Ail pair main multiple trade lagye ja skty hein lekim aisa karna thek nai hota hai agr ap zaida trade lga lety hein tu us hisab se ap ke accoumt balance par bhi kafi farq prta hai.So kbi bhi aisa na karen koun market ki move ka na tu khas waqat hota hai aur nai kisi ko us ki movement ka 100% pta hota hai so kbi bhi khod ko khtre main mat dalein aur ap account save rakhein
              • #8 Collapse

                agar hum different pairs par trade karen gay to ziada achi earning kar sakty hay kyun keh har pair main chance nahi hota har waaqat so humay sab pairs ka analysis karna chaheiy tab he hum market main trade pick kar sakty hay es business main khoob time daina chahiey tab he humari trading achi ho sakti hay
                • #9 Collapse

                  agar hum mutipul pairs par trading karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay es business main agar hum different pairs par analysis karen gay to hum esmain achi trade lay sakty hay es business main humay lalach nahi karni chahiey es business main humay sahi say tmie dainay main he faida hota hay
                  • #10 Collapse

                    G han aik hi pair mein mulity trades lagana bilkul bhee munasib nahi hy kyo k agar aik trade loss mein ja rahe hy tou dosri bhee loss mein jae ge laiken agar market normal hy tou ap agar 10 pip k bad aur order laga dety hain tou phir ho sakta hy k market reverse ho aur apka loss bhee pura ho jae aur dosra orded bhee profit mein ho
                    • #11 Collapse

                      Aik hi pair py muilty trade lagana acha hy bhee aur nahi bhee acha es liye hy k agar kuch dair hamary khilaf janey k bad agar market wapas ati hy tou loss bhee recover ho jae ga aur profit bhee hasil ho ga laiken agar hamary khilaf ziada jae ye breakout kar jae tou phir loss ka bhee bohat khatra hota hy but ye market k trend ko deakhny k bad hi decide karen warna aik hi trade kafi hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        A fake account for multiple trade ya multiple entries Laga sakte hain Yeh aap 12 karta hai ki aap kya baat karte hain aap ka ek accha information level hona chahiye phir aap easily kaam kar sakte hain
                         

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X